SEARCH RESULTS
Showing search results for "taaliyo.n"
Ghazal MATCHES FOR "taaliyo.n"
Ghazal
Shakeel Azmi
Ghazal
kisii ke aane pe ab taaliyo.n kaa shor kahaa.n
vo haar suukh chuke hai.n gale me.n Daale hu.e
Tariq Qamar
Ghazal
tuu faqat kahaanii sun hichkiyo.n ko bhuul jaa
ashk-baar log gin taaliyo.n ko bhuul jaa
Danish Aziz
Ghazal
Thahraa to phir u.Daa.e.ngii KHaamoshiyaa.n mazaaq
stage se utar jo mache taaliyo.n kii dhuum
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
ash.aar mere aap ke dil tak pahu.nch ga.e
tho.Daa saa pyaar diijiye ab taaliyo.n ke saath
Shampa Andalib
Ghazal
hai taaliyo.n kii guu.nj me.n tauqiir-e-harf-e-Gam
irshaad karne vaale kare.n iltimaas kyaa
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
jinhe.n tum qahqaho.n aur taaliyo.n se daad dete ho
tamaashaa KHatm hone par yahii kaasa nikaale.nge
Faisal Khayyam
Ghazal
Hina Ambareen
Ghazal
jab taaliyo.n kaa zor zamaanat ho jiit kii
kartaa vahii hai shaah jo KHvaaja-saraa kare
Nomaan Shauque
Ghazal
kal dopahar ajiib sii ik be-dilii rahii
bas tiiliyaa.n jalaa ke bujhaataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
aa.nkhe.n mujhe talvo.n se vo malne nahii.n dete
armaan mire dil ke nikalne nahii.n dete
Akbar Allahabadi
Ghazal
mire hariif mirii yakka-taaziiyo.n pe nisaar
tamaam umr haliifo.n se ja.ng kii mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
kahaanii KHatm hu.ii aur aisii KHatm hu.ii
ki log rone lage taaliyaa.n bajaate hu.e