SEARCH RESULTS
Showing search results for "taaliyo.n"
Nazm MATCHES FOR "taaliyo.n"
Nazm
sham
lahakte patto.n kii taaliyo.n me.n
hinaa.ii haatho.n ke thapthapaane kaa lams hai
Akhtar Usman
Nazm
achanak bhiD ka KHamosh ho jaana
ab aglaa imtihaa.n ye hai
mujhe is KHaamoshii ko taaliyo.n ke shor me.n tabdiil karnaa hai
Shariq Kaifi
Nazm
ye aurten
taaliyo.n kii isii naddii me.n Dubo detii ho
muskuraahaT sar-e-baazaar bikaa kartii hai
Akhtar Payami
Nazm
fariyaadi matam
taaliyo.n kii guu.nj!
mahal-saraa ke band phaaTak ko chhuu kar lauT aatii hai
Aashufta Changezi
Nazm
udasiyon ki rut
dil me.n bajtii taaliyo.n ke paas
udaasiyo.n ke zard baal jal uThe the us gha.Dii
Tabassum Kashmiri
Nazm
kaghaz ki naw
sub.h-dam
khil uThe chaaro.n taraf bachcho.n ke ra.ngii.n qahqaho.n aur taaliyo.n ke shoKH phuul
Balraj Komal
Nazm
TuTam TuT gaya
mai.n ne bhii dekhaa
to apnii taaliyo.n kaa ta.Dta.Daataa giit us kii ok me.n Daalaa
Ali Mohammad Farshi
Nazm
muflisi
vo aage aage la.Dtaa hu.aa jaataa hai chalaa
aur piichhe Tap.Diyo.n ko bajaatii hai muflisii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
jugnu
vo Tahniyo.n ke kamanDal liye jaTaadhaarii
zamaana dekhe hu.e hai ye pe.D bachpan se