SEARCH RESULTS
Showing search results for "taaqat"
Ghazal MATCHES FOR "taaqat"
Ghazal
ba-naam-e-taaqat ko.ii ishaara nahii.n chalegaa
udaas naslo.n pe ab ijaara nahii.n chalegaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
sad jalva ruu-ba-ruu hai jo mizhgaa.n uThaa.iye
taaqat kahaa.n ki diid kaa ehsaa.n uThaa.iye
Mirza Ghalib
Ghazal
dil me.n ab taaqat kahaa.n KHuunaaba-afshaanii kare
varna Gam vo zahr hai patthar ko bhii paanii kare
Ahmad Faraz
Ghazal
Hasrat Jaipuri
Ghazal
martaa bhalaa hai zabt kii taaqat agar na ho
kitnaa hii dard-e-dil ho magar chashm-e-tar na ho
Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida
Ghazal
qasam na khaa.o taGaaful se baaz aane kii
ki dil me.n ab nahii.n taaqat sataa.e jaane kii
Fani Badayuni
Ghazal
zulm ko tere ye taaqat nahii.n milne vaalii
dekh tujh ko mirii bai'at nahii.n milne vaalii
Tufail Chaturvedi
Ghazal
tere aafat-zada jin dashto.n me.n a.D jaate hai.n
sabr o taaqat ke vahaa.n paa.nv ukha.D jaate hai.n
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
taaqat nahii.n hai dil mai.n ne jii bajaa rahaa hai
kyaa naaz kar rahe ho ab ham me.n kyaa rahaa hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
taaqat nahii.n hai jii me.n nai ab jigar rahaa hai
phir dil sitam-rasiida ik zulm kar rahaa hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
pursish-e-haal ko tum aa.oge us vaqt mujhe
lab hilaane kii bhii taaqat ho zaruurii to nahii.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
paiham tavaaf-e-kuucha-e-jaanaa.n ke din ga.e
pairo.n me.n chalne phirne kii taaqat nahii.n rahii