SEARCH RESULTS
Showing search results for "taaqat"
Nazm MATCHES FOR "taaqat"
Nazm
jawab-e-shikwa
dil se jo baat nikaltii hai asar rakhtii hai
par nahii.n taaqat-e-parvaaz magar rakhtii hai
Allama Iqbal
Nazm
saqi-nama
kahii.n us kii taaqat se kohsaar chuur
kahii.n us ke phande me.n jibra.iil o huur
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
ne majaal-e-shikva hai ne taaqat-e-guftaar hai
zindagaanii kyaa hai ik tauq-e-guluu-afshaar hai
Allama Iqbal
Nazm
ek pahaD aur gilahri
qadam uThaane kii taaqat nahii.n zaraa tujh me.n
nirii ba.Daa.ii hai! KHuubii hai aur kyaa tujh me.n
Allama Iqbal
Nazm
yaad-e-aligarh
pukaare ko.ii ham ko taaqat thii kis ko
ki har bul-havas ko the ham taaziyaana
Aabidullah Ghazi
Nazm
apni malka-e-suKHan se
taaqat hai dil me.n nargis-e-biimaar se tirii
kyaa kyaa milaa hai 'josh' ko sarkaar se tirii
Josh Malihabadi
Nazm
mazduron ka git
ham jism me.n taaqat rakhte hai.n
siino.n me.n haraarat rakhte hai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nama-e-jaanan
ab qafas hii ko nasheman kaa badal jaan liyaa
ab kahaa.n taaqat-e-parvaaz paro.n me.n apne
Ahmad Faraz
Nazm
jawan beTi se bap ka KHitab
mire baazuu me.n taaqat thii
mire siine me.n himmat thii
Afeef Siraj
Nazm
ek aurat ki hansi
daulat taaqat aur shohrat sab kuchh bhii nahii.n
us ke badan me.n chhupii hai us kii aazaadii
Fahmida Riaz
Nazm
nashat-e-umid
tere hii dam se kaTe jo din the saKHt
tere hii sadqe se milaa taaj-o-taKHt
Altaf Hussain Hali
Nazm
zamana KHuda hai
goyaa vo tayyaara, us kii mohabbat me.n
ahd-e-vafaa ke kisii jabr-e-taaqat-rubaa hii se guzraa!