SEARCH RESULTS
Showing search results for "tai-shuda"
Ghazal MATCHES FOR "tai-shuda"
Ghazal
muddat samet jumla zavaabit ho.n tai-shuda
ya.anii ta.alluqaat ubuurii banaa.uu.ngaa
Umair Najmi
Ghazal
Sheen Kaaf Nizam
Ghazal
ajiib daur hai ye tai-shuda nahii.n kuchh bhii
na chaa.nd shab me.n na suuraj sahar me.n rahtaa hai
Nida Fazli
Ghazal
tumhe.n jab lauTnaa ho KHushii se lauT aanaa
vafaa qaa.em miluu.ngaa yahii mai.n tai-shuda mai.n
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
tai shuda hai yahaa.n anjaam azal se sab kaa
faisla vaqt ke juzdaan me.n rakkhaa gayaa hai
Nusrat Mehdi
Ghazal
ham chup rahe ki faisla saaraa thaa tai-shuda
ya.anii jo mudda.ii ne likhaayaa likhaa gayaa
Shabnam Shakeel
Ghazal
tai-shuda saal mayassar thii javaanii ham ko
kuchh baras Thiik so baaqii me.n KHasaara niklaa
Mahwar Sirsivi
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
shikast o fat.h ke asbaab tai-shuda to nahii.n
jo ek baar ho, har baar tho.Dii hotaa hai
Khalid Moin
Ghazal
vo nazar aa.ii mujhe rail kii khi.Dkii se magar
tai-shuda vaqt me.n zanjiir nahii.n khii.nch sakaa
Aadil Farhat
Ghazal
mai.n sadaaqat kaa alam-bardaar tuu baatil-parast
jiit merii tai-shuda hai terii haar apnii jagah
Husain Ahmad Wasif
Ghazal
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
bhulaa chukaa hai mohabbat kii tai-shuda sharte.n
vo jis ke haath me.n KHanjar dikhaa.ii detaa hai
Devendra Manjhi
Ghazal
tai-shuda vaqt izaafii bhii to ho saktaa hai
din nikalte hii kabhii raat bhii ho saktii hai