SEARCH RESULTS
Showing search results for "takhtiyaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "takhtiyaa.n"
Ghazal
mere qabiile me.n ta.aliim kaa rivaaj na thaa
mire buzurg magar taKHtiyaa.n banaate the
Liaqat Jafri
Ghazal
Ameen Rahat Chugtai
Ghazal
pa.De pa.De na.ii zar-KHeziyaa.n nikal aa.ii.n
kaTe daraKHt me.n phir Tahniyaa.n nikal aa.ii.n
Liaqat Jafri
Ghazal
tumhe.n bhii ko.ii gila to zaruur hai mujh se
tumhaare lahje kii ye talKHiyaa.n bataatii hai.n
Nafas Ambalvi
Ghazal
Azad Husain Azad
Ghazal
kahaa.n qalme.n davaate.n aur imlaa
kahaa.n ab taKHtiyaa.n kuchh bhii nahii.n hai
Shahzad Faiz
Ghazal
taKHtiyaa.n laTkii hu.ii naam kii darvaazo.n par
ham ne dekhe hai.n yahaa.n kitne hii zindaa.n aabaad
Hamdam Kashmiri
Ghazal
shakl kab badal jaa.e Dar hai is liye 'sarvat'
ghar pe log naamo.n kii taKHtiyaa.n lagaate hai.n
Sarvat Zaidi Bhopali
Ghazal
ho.nT par KHaamoshiyaa.n rakkhii hu.ii.n
harf par hai.n taKHtiyaa.n rakkhii hu.ii.n
Saltanat Qaisar
Ghazal
Manzar Shahab
Ghazal
ai sail-e-aab Thahar ab ke gardano.n tak rah
tano.n kii taKHtiyaa.n dhonii hai.n bas tano.n tak rah
Jawayd Anwar
Ghazal
labo.n kii taKHtiyaa.n tahriir se tahii rahe.ngii
agar yuu.n soch ke likhne kaa silsila Thahraa
Azwar Shirazi
Ghazal
taKHtiyaa.n sab utaar dii ga.ii hai.n
mire ghar kaa kahii.n pata hii nahii.n
Tabinda Sahar Abidi
Ghazal
taKHtiyaa.n hai.n naamo.n kii KHushnumaa har ik dar par
ik athaah viiraanii ghar jo khol kar dekho
Mohammad Daood Mohsin
Ghazal
Bedil Haidari
Ghazal
ghar se mai.n ge.nd Dhuu.nD laataa huu.n
aap bachcho.n se taKHtiyaa.n pak.De.n