SEARCH RESULTS
Showing search results for "takhtiyaa.n"
Nazm MATCHES FOR "takhtiyaa.n"
Nazm
sunahri darwaze ke bahar
taKHtiyaa.n rahne vaalo.n ke naamo.n kii le kar
bahut der tak muntazir the magar
Farooq Nazki
Nazm
pathraw
umr kii lahr pe jaa.n ulTii hu.ii naav hai
taKHtiyaa.n jis kii tire pyaar se paivasta hai.n
Zuhoor Nazar
Nazm
ghunda
Thokaro.n se zamii.n u.Daatii hu.ii
taKHtiyaa.n Gaur se pa.Dhtii hai sab makaano.n kii
Ali Imran
Nazm
ek daraKHt ki dahshat
mallaaho.n ke liye kashtiyaa.n
aur maktab ke bachcho.n ke liye taKHtiyaa.n banaa.e
Saeeduddin
Nazm
kabhi kabhi
inhii hasiin fasaano.n me.n mahv ho rahtaa
pukaartii.n mujhe jab talKHiyaa.n zamaane kii
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHuda ka sawal
ye duniyaa jahaa.n bazm-aaraa.iiyaa.n
ye mahfil ye mele ye tanhaa.iyaa.n
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
parchhaiyan
guzishta jang me.n ghar hii jale magar is baar
ajab nahii.n ki ye tanhaa.iyaa.n bhii jal jaa.e.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
mashwara
tumhaarii ruuh ko tanhaa.iyaa.n ataa kar ke
ye sochtii ho ki kyaa mil gayaa zamaane ko
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
mayurka
yahii.n lagaa ki gardisho.n ke zaaviye badal ga.e
na roz o shab kii talKHiyaa.n na vaqt ke azaab the
Ahmad Faraz
Nazm
barish hogi
tez havaa se un kii Tahniyaa.n dukhtii hai.n kyaa
pe.Do.n ko bhii to chhatrii kii KHvaahish hogii
Gulzar
Nazm
mardana kamzori
pe.D kii ek Tahnii kaTe to sabhii Tahniyaa.n
KHud pe mahsuus kartii hai.n
Shoaib Kiani
Nazm
aawaz
duur tak phaile hu.e devdaar ke daraKHt
aur un kii nau-umr Tahniyaa.n kii sargoshiyaa.n
Varsha Gorchhia
Nazm
dard ki aawaz
pe.D hai ek par Daale.n bahut hai.n
Daalo.n par Tahniyaa.n bahut hai.n
Ozair Rahman
Nazm
pile diye
ho suhaanii taKHliya ho Gam jo Talne vaalaa ho
yaar meraa saath mere aah bharne vaalaa ho