SEARCH RESULTS
Showing search results for "takraa.e.n"
Ghazal MATCHES FOR "takraa.e.n"
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
yaar aashnaa nahii.n ko.ii Takraa.e.n kis se jaam
kis dil-rubaa ke naam pe KHaalii subuu kare.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Safi Lakhnavi
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Takraa.e.n to sahraa.o.n me.n bhii aag lagaa de.n
poshiida rag-e-sa.ng me.n hai.n kitne sharar dekh
Guhar Khairabadi
Ghazal
zulm se sar ko na Takraa.e.n to phir sajda kare.n
haa.n pata hai ki dar hogaa na kahii.n sar baaqii
Anees Ansari
Ghazal
sar Takraa.e.n jis se vo diivaar kahaa.n
jism kahaa.n aur ruuh kaa ye aazaar kahaa.n
Akbar Haideri Kashmiri
Ghazal
dukh sunaa.e.n kabhii ghabraa.e.n to sar Takraa.e.n
is tarah kii ko.ii diivaar nahii.n hai ghar me.n
Shahnaz Parveen Sahar
Ghazal
jo KHushbu.o.n ke thape.De badan se Takraa.e.n
to 'aslam' aise me.n kab tak kha.Daa rahe hai ko.ii
Aslam Emadi
Ghazal
taa-vaqt ki Takraa.e.n na kaano.n se sadaa.e.n
diivaar ham apnii pas-e-diivaar kare.nge
Syed Zafar Kashipurii
Ghazal
nuur kii baarish ho yuu.n dil kii galii me.n ek baar
kaash Takraa.e.n vo mujh se tiirgii me.n ek baar
Anas Nabeel
Ghazal
hai.n zulm ke patthar mire raste me.n a.ndhere
Takraa.e.n jo aapas me.n to kirne.n bhii bahut hai.n
Dilnawaz Siddiqi
Ghazal
kashtiyaa.n mauj-e-havaadis se na Takraa.e.n kahii.n
naaKHudaa kaa KHvaab jaise tishna-e-ta.abiir hai
Shiv Charan Das Goyal Zabt
Ghazal
Takraa.e.n jaam-o-miinaa o finjaan-e-shahr aaj
piiraan-e-piir hai ko.ii rindaan-e-shahr aaj
Safwat Ali Safwat
Ghazal
kab taaqat-e-shoriida-sarii sar ko jo Takraa.e.n
vo zo.af hai ab sar tire dar se nahii.n uThtaa
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
Zafar Sambhali
Ghazal
Takraa.e.n kahaa.n Gam kii ubaltii hu.ii mauje.n
'saalik' ke magar TuuTe hu.e dil kii kamii hai
Salik Lakhnavi
Ghazal
sandal se mahaktii hu.ii pur-kaif havaa kaa
jho.nkaa ko.ii Takraa.e to lagtaa hai ki tum ho