SEARCH RESULTS
Showing search results for "talattuf"
Ghazal MATCHES FOR "talattuf"
Ghazal
ummiid-e-talattuf me.n ranjiida rahe dono.n
tuu aur tirii mahfil mai.n aur mirii tanhaa.ii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
saaqii ke talattuf ne aalam ko chhakaayaa hai
labrez hamaaraa hii ik jaam nahii.n hotaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
dekhuu.n to kahaa.n tak vo talattuf nahii.n kartaa
aare se agar chiire to mai.n uf nahii.n kartaa
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
sach hai ki zahr-e-ishq talattuf gurez thaa
chi.ngaariyo.n ne varna pukaaraa to hai abhii
Kishwar Naheed
Ghazal
talattuf sii.n puuchhegaa kab dard-e-dil
sitam-gar hai sarkash hai ayyaar hai
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
aaj aap mire haal pe karte hai.n ta.assuf
ashfaaq 'inaayaat karam mehr talattuf
Qayem Chaandpuri
Ghazal
tirii nigaah-e-talattuf ne faiz aam kiyaa
KHirad ke shahr ke sab vahshiyo.n kuu.n raam kiyaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
de jaam talattuf se saaqii ba-lab-e-tishna
dil pyaas se jab kumlaa paimaana hu.aa to kyaa
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
ai dost talattuf sii.n mire haal kuu.n aa dekh
siine kii agan mehr ke paanii sii.n bujhaa dekh
Siraj Aurangabadi
Ghazal
bas ai chashm-e-talattuf bas ki dard-e-aashnaa ho kar
mire jazbaat se naa-aashnaa maaluum hotii hai
Muneer Bhopali
Ghazal
na kar tuu.n bul-havas uupar talattuf
tire dil ke taammul kii qasam hai
Obaidullah Khan Mubtala
Ghazal
Syed Amin Ashraf
Ghazal
us ke e.ajaaz-e-talattuf kii ta.Dap kyaa kahiye
ko.ii ehsaas kaa pahluu na bachaa raat ga.e