SEARCH RESULTS
Showing search results for "talkhaa"
Ghazal MATCHES FOR "talkhaa"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Hakeem Nasir
Ghazal
mai.n talKHii-e-hayaat se ghabraa ke pii gayaa
Gam kii siyaah raat se ghabraa ke pii gayaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
kuchh to duniyaa kii inaayaat ne dil to.D diyaa
aur kuchh talKHii-e-haalaat ne dil to.D diyaa
Sudarshan Faakir
Ghazal
kab tak hai tumhaaraa suKHan-e-talKH gavaaraa
is zahr me.n kitnaa hai asar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
phir vahii talKHii-e-haalaat muqaddar Thahrii
nashshe kaise bhii ho.n kuchh din me.n utar jaate hai.n
Waseem Barelvi
Ghazal
zabaa.n ne jism kaa kuchh zahr to ugal Daalaa
bahut sukuun milaa talKHii-e-navaa se mujhe
Adeem Hashmi
Ghazal
is baar vo talKHii hai ki ruuThe bhii nahii.n ham
ab ke vo la.Daa.ii hai ki jhag.Daa na kare.nge
Jaun Eliya
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
kabhii jo talKH-kalaamii thii vo bhii KHatm hu.ii
kabhii gila thaa hame.n un se ab gila bhii nahii.n
Javed Akhtar
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
talKHii-e-daur-e-guzishtaa kaa tasavvur kar ke
dil ko phir maa.il-e-fariyaad kiyaa hai mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
taa-lamha-e-guzishtaa ye jism aur saa.e
zinda the raa.egaa.n me.n jo kuchh thaa raa.egaa.n thaa
Jaun Eliya
Ghazal
kyuu.n aap kii KHushii ko miraa Gam kare udaas
ik talKH haadisa huu.n bhulaa diijiye mujhe