SEARCH RESULTS
Showing search results for "talvaa"
Ghazal MATCHES FOR "talvaa"
Ghazal
Qamar Aasi
Ghazal
'aarzuu' jaane bhii kaise ko.ii rutba maa.n kaa
ruu-e-jannat se hasii.n lagtaa hai talvaa maa.n kaa
Arzoo Ashraf Sultanpuri
Ghazal
tiraa jo paa.nv kaa talvaa hai bazm-e-maKHmal saa
safaa.ii is me.n hai kahiye to nastaran kii sii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
tark-e-safar pe raah se ye bad-du.aa milii
bistar me.n tere paa.nv kaa talvaa jalaa kare
Suhail Ahmed Zaidi
Ghazal
shiishe pe paa-barahna chalnaa nahii.n hai aasaa.n
kirche.n chubhe.n to jaano talvaa chhilaa to jaano
Shamim Qasmi
Ghazal
ba.Dhtaa hai junuu.n vaadii-e-ulfat me.n ziyaada
is dasht me.n talvaa miraa khujlaa.e hai kuchh aur
Waliul Haq
Ghazal
go daava-e-taqvaa nahii.n dargaah-e-KHudaa me.n
but jis se ho.n KHush aisaa gunahgaar nahii.n huu.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
tire javaahir-e-turf-e-kulah ko kyaa dekhe.n
ham auj-e-taala-e-laal-o-gohar ko dekhte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
is saadgii pe kaun na mar jaa.e ai KHudaa
la.Dte hai.n aur haath me.n talvaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
kyaa havaa haath me.n talvaar liye phirtii thii
kyuu.n mujhe Dhaal banaane ko ye chhitnaar gire
Shakeb Jalali
Ghazal
maidaa.n kii haar jiit to qismat kii baat hai
TuuTii hai kis ke haath me.n talvaar dekhnaa
Nida Fazli
Ghazal
qasam jo khaa.iye to taala-e-zuleKHaa kii
aziiz-e-misr kaa bhii saahab ik Gulaam liyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
maaroge kis ko jii se kis par kamar kasii hai
phirte ho kyuu.n pyaare talvaar Dhaal baa.ndhe
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
aataa hai mere qatl ko par josh-e-rashk se
martaa huu.n us ke haath me.n talvaar dekh kar
Mirza Ghalib
Ghazal
afsos ve shahiid ki jo qatl-gaah me.n
lagte hii us ke haath kii talvaar mar ga.e