SEARCH RESULTS
Showing search results for "tamancha"
Ghazal MATCHES FOR "tamancha"
Ghazal
bas ik nigaah se luTtaa hai qaafila dil kaa
so rah-ravaan-e-tamannaa bhii Dar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
haa.e afsos tujhe ab bhii ye maa'luum nahii.n
zindagii merii banaa dii hai tamaasha tuu ne
Himanshi Babra
Ghazal
saahil kii bastiyo.n kaa saaraa ghamanD TuuTaa
sailaab ne tamaa.ncha jab taan kar diyaa hai
Farhat Ehsas
Ghazal
vo KHud KHaamosh hii kab ho rahaa thaa
tamaa.ncha vaqt ne mu.nh par ja.Daa hai
Faraz Hasanpuri
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
mar gayaa mai.n jo mujhe pyaar se maaraa us ne
siidhii talvaar hu.aa us kaa tamaa.ncha ulTaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
vo KHud KHaamosh hii kab ho rahaa thaa
tamaa.ncha vaqt ne mu.nh par ja.Daa hai
Sulaiman Faraz Hasanpuri
Ghazal
gar ho tamancha-band vo rashk-e-fira.ngiyaa.n
baa.nke muGal bache na kare.n KHaana-ja.ngiyaa.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
tumhaare hote hu.e Gair kaa dilaasa hai
tumhe.n pata hai ye kitnaa ba.Daa tamaa.ncha hai
Haseebul Hasan
Ghazal
sab ha.nste hu.e logo.n ke mu.nh par ho tamaa.ncha
vo shaKHs mujhe aise lagaataar pukaare
Danish Hayat
Ghazal
ek din vaqt kaa khaa.e.nge tamaa.ncha vo bhii
aaj chehre se jo angaar nazar aate hai.n
Shakir Shaikh
Ghazal
tamaa.ncha baaG ke ruKHsaar par lagaa kis kaa
ki taa.ero.n kaa bhii rang-e-suKHan shikasta hai
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
jo ho tamaa.ncha-e-mauj-e-nasiim se aagaah
habaab sar pe liye kaasa-e-riyaa na phire
Meer Shamsuddeen Faiz
Ghazal
aashiqii sabr-talab aur tamannaa betaab
dil kaa kyaa rang karuu.n KHuun-e-jigar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
baaziicha-e-atfaal hai duniyaa mire aage
hotaa hai shab-o-roz tamaashaa mire aage