SEARCH RESULTS
Showing search results for "tamkiin"
Ghazal MATCHES FOR "tamkiin"
Ghazal
saaqii-ba-jalva dushman-e-iimaan-o-aagahii
mutrib ba-naGma rahzan-e-tamkiin-o-hosh hai
Mirza Ghalib
Ghazal
unhe.n ehsaas-e-tamkii.n ho kahii.n aisaa na ho jaa.e
jo honaa ho abhii ai jur.at-e-rindaana ho jaa.e
Hafeez Jalandhari
Ghazal
kuchh daava-e-tamkii.n me.n hai maazuur bhii zaahid
mastii me.n tujhe chaak-garebaa.n nahii.n dekhaa
Asghar Gondvi
Ghazal
'asad' hai naz' me.n chal be-vafaa baraa.e-KHudaa
maqaam-e-tark-e-hijaab-o-vidaa-e-tamkii.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
gardan mu.Dii nigaah la.Dii baat kuchh na kii
shoKHii to KHair aap kii tamkii.n balaa kii hai
Bekhud Dehlvi
Ghazal
ik barq-e-be-qaraar thii tamkiin-e-husn bhii
jis vaqt ishq ko Gam-e-sabr-aazmaa diyaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
hai vasl hijr aalam-e-tamkiin-o-zabt me.n
maashuuq-e-shoKH o aashiq-e-diivaana chaahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
ra.ng-e-tamkiin-e-gul-o-laalaa pareshaa.n kyuu.n hai
gar charaaGaan-e-sar-e-rah-guzar-e-baad nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
'asad' hai naza.a me.n chal bevafaa baraa-e-KHudaa
maqaam-e-tark-e-hijaab o vidaa-e-tamkii.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
sujuud-e-husn kii tamkii.n pe baar thaa varna
jabiin-e-shauq ko ye na.ng bhii gavaaraa thaa
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
jhurmuT me.n rahe Gamza-e-tamkiin-o-hayaa ke
KHalvat me.n bhii un ko kabhii tanhaa nahii.n dekhaa
Jigar Biswani
Ghazal
pahle har Gam kii mohabbat me.n paziiraa.ii kar
chaak phir daaman-e-tamkiin-o-shakebaa.ii kar