SEARCH RESULTS
Showing search results for "taqaddus-ma.aab"
Ghazal MATCHES FOR "taqaddus-ma.aab"
Ghazal
ba-faiz-e-ishq taqaddus-ma.aab hai.n ham log
hamaaraa zikr bhii kiije to baa-vazuu kiije
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
hind kii KHaak kaa har zarra hai taqdiis-ma.aab
zarre zarre ke tale ahl-e-safaa rahte hai.n
Krishn Gopal Maghmum
Ghazal
ye aarzuu-e-josh-e-tajassus kaa hai ma.aal
bhuulaa hai kaarvaa.n mujhe aur kaarvaa.n ko mai.n
Najma Tasadduq
Ghazal
shab-e-mahtaab me.n vo ruKH se ulaTte jo naqaab
gird phir phir ke tasadduq mah-e-taabaa.n hotaa
Safdar Mirzapuri
Ghazal
us shaam-e-judaa.ii ke tasadduq mah-o-anjum
jis shaam-e-judaa.ii ko KHud aavaaz sahar de
Syed Bashir Husain Bashir
Ghazal
nigaah-e-lutf se us ko navaaztaa hai tujhe
jo mai-kade me.n taqaddus kaa naam le saaqii
Wasi Sitapuri
Ghazal
mai-kada mere liye jaa-e-tasaadum to nahii.n
laakh nashsha hai magar hosh mire gum to nahii.n
Munawwar Lakhnavi
Ghazal
mujh ko saadaat kii nisbat ke sabab mere KHudaa
aajizii denaa takabbur kii adaa mat denaa
Seen Sheen Alam
Ghazal
gar taqaddus chaahte ho apne dastarKHvaan kaa
mat ta.aaruf pochhiye aa.e hu.e mehmaan kaa
Rahi Hameedi Chand Puri
Ghazal
nigaah-e-mast kaa kaif-e-KHumaar kyaa kahiye
bahaar goyaa hai andar bahaar kyaa kahiye
Salahuddin Faiq Burhanpuri
Ghazal
mire bayaan par un ko zaraa taraddud hai
is ehtiyaat ko tardiid mat samajh lenaa
Farhan Saiyed
Ghazal
tauba kaa paas rind-e-mai-aashaam ho chukaa
bas ho chukaa taqaddus-e-islaam ho chukaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
Khalid Moin
Ghazal
mar ga.ii sarv pe jab ho ke tasadduq qumrii
us se us dam bhii na tauq apne guluu kaa niklaa