SEARCH RESULTS
Showing search results for "taqviyat"
Ghazal MATCHES FOR "taqviyat"
Ghazal
taqviyat azmat-e-kirdaar se paa.ii hai ki ham
naa-tavaanii me.n tavaanaa.ii liye baiThe hai.n
Nusrat Mehdi
Ghazal
zahr ik miqdaar me.n us ne diyaa hai is liye
taqviyat mujh ko hamesha niim-jaa.n rah kar milii
Aurang zeb
Ghazal
Anwar Sadiqui
Ghazal
ba.Dh ga.e kuchh aur 'shaaGil' jaanib-e-zindaa.n jo ham
taqviyat kuchh aur dil ke hausle paate rahe
Shaghil Adeeb
Ghazal
Shaukat Wasti
Ghazal
taqviyat kuchh to mohabbat ko mirii mil jaatii
kuchh to chaahat-bharaa andaaz dikhaate jaate
Ajmal Abullais
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
baab-e-hairat se mujhe izn-e-safar hone ko hai
tahniyat ai dil ki ab diivaar dar hone ko hai
Parveen Shakir
Ghazal
Gam se martaa huu.n ki itnaa nahii.n duniyaa me.n ko.ii
ki kare taaziiyat-e-mehr-o-vafaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
baaGbaa.n ne aag dii jab aashiyaane ko mire
jin pe takiya thaa vahii patte havaa dene lage
Saqib Lakhnavi
Ghazal
haveliyo.n me.n mirii tarbiyat nahii.n hotii
to aaj sar pe Tapakne ko chhat nahii.n hotii
Waseem Barelvi
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
ek to sharm aap kii aur us pe takiya darmiyaa.n
dono.n diivaaro.n me.n ik diivaar kam kar diijiye
Farhat Ehsas
Ghazal
badalnaa karvaT aur takiya mire pahluu me.n rakh denaa
vo sonaa aap aur meraa jagaanaa yaad aataa hai
Nizam Rampuri
Ghazal
nahii.n aataa ise takiya pe aaraam
ye sar paa.nv se tere hil rahaa hai
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
shahr-dar-shahr jo ye anjuman.en hai.n aabaad
tarbiyat-gaahe.n hai.n saarii mirii tanhaa.ii kii