SEARCH RESULTS
Showing search results for "tarh"
Ghazal MATCHES FOR "tarh"
Ghazal
Saqi Faruqi
Ghazal
khurach rahaa huu.n mai.n diivaar par likhe hu.e naam
'ajiib tarh kii ik bebasii ne aa liyaa hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
charaaG-e-hasrat-o-armaa.n bujhaa ke baiThe hai.n
har ek tarh se KHud ko jalaa ke baiThe hai.n
Baqar Mehdi
Ghazal
na us ko bhuul paa.e hai.n na ham ne yaad rakkhaa hai
dil-e-barbaad ko is tarh se aabaad rakkhaa hai
Zafar Iqbal
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ba-shikanj justujuu-haa ba-saraab-e-guftuguu-haa
tag-o-taaz-e-aarzuu-haa ba-fareb-e-shaad-maanii
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ye chaa.nd taare mire gird raqs karte the
likhaa hu.aa hai zamii.n kaa madaar mai.n bhii thaa
Saqi Faruqi
Ghazal
ek aur din kii shaam kisii tarh ho ga.ii
kuchh de-dilaa ke haal ko maazii banaa diyaa
Shuja Khaavar
Ghazal
chaa.nd kii tarh ka.ii daaG hai.n peshaanii par
maut ke saamne mahtaab hai chehraa apnaa
Saqi Faruqi
Ghazal
pancho.n kii baat maan le.n kis tarh ham ki jab
mere aur us ke darmiyaa.n jhag.Daa kuchh aur hai
Jamal Ehsani
Ghazal
kyaa KHabar thii ki kabhii be-sar-o-saamaa.n ho.nge
fasl-e-gul aate hii is tarh se viiraa.n ho.nge
Baqar Mehdi
Ghazal
jalaa ke shaam se is tarh mat bhulaa diyaa kar
charaaG huu.n mai.n mujhe sub.h me.n bujhaa diyaa kar
Shakeel Azmi
Ghazal
is tarh zindagii ko guzaaraa kare.nge ham
har saa.ns par tumhii.n ko pukaaraa kare.nge ham
Aafreen Faheem Aafi
Ghazal
sochaa thaa mai.n rahuu.ngaa hamesha 'uruuj par
suuraj kii tarh shaam ko Dhalnaa pa.Daa mujhe
Aalam Nizami
Ghazal
nargis kii tarh KHaak me.n merii uge.n hai.n chashm
Tuk aan ke ye hasrat-e-diidaar dekhnaa