SEARCH RESULTS
Showing search results for "tarjuma"
Ghazal MATCHES FOR "tarjuma"
Ghazal
samjhii ga.ii jo baat hamaarii Galat to kyaa
yaa.n tarjuma kuchh aur hai aayat kuchh aur hai
Anjum Rumani
Ghazal
Abhishek Shukla
Ghazal
badan kaa tarjuma to kar diyaa hai
ab aa.nkho.n ke ma.aanii likh rahaa huu.n
Dheerendra Singh Faiyaz
Ghazal
Aisha Ayub
Ghazal
ye tarjuma hii hai 'agyaat' mere jiivan kaa
ye shaa.erii mire ehsaas ke sivaa kyaa hai
Ajay Agyat
Ghazal
ilm o fan ke raaz-e-sar-basta ko vaa kartaa hu.aa
vo mujhe jab bhii milaa hai tarjuma kartaa hu.aa
Umair Manzar
Ghazal
nihaa.n hai ek nuqte me.n nizaam-e-zindagaanii
vajuud-e-harf to hai tarjuma gum ho gayaa hai
Rafi Sirsivi
Ghazal
badal ga.e ho.n mafaahiim aa.nsu.o.n ki mire
kisii se us ne miraa tarjuma karaayaa hii ho
Amaan Abbas
Ghazal
KHamoshii kii zabaa.n kaa tarjuma bhii ho rahaa hotaa
agar iblaaG hotaa tarjumaanii se bhii aage kaa
Nawev Kiyani
Ghazal
Nashir Naqvi
Ghazal
Hamza Yaqub
Ghazal
Tahir Saood Kiratpuri
Ghazal
har ek lafz ko shaffaaf aa.ina kar duu.n
mai.n tere husn kaa manzuum tarjuma kar duu.n
Abrar Kiratpuri
Ghazal
pa.Dhtaa rahaa vo mujh ko miraa kar ke tarjuma
kyaa jaantaa ki asl 'ibaarat nahii.n rahii
Mohammad Aazam
Ghazal
usii kaa tarjuma bhar merii shaa'irii 'saanii'
vo ek lafz jo mub.ham saa mere kaan me.n hai