SEARCH RESULTS
Showing search results for "tark-e-dar-e-but-khaana"
Ghazal MATCHES FOR "tark-e-dar-e-but-khaana"
Ghazal
'momin' vo Gazal kahte hai.n ab jis se ye mazmuun
khul jaa.e ki tark-e-dar-e-but-KHaana kare.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
karte karte imtizaaj-e-ka.aba-o-but-KHaana ham
us jagah pahu.nche ki ho kar rah ga.e diivaana ham
Ehsan Danish
Ghazal
Ejaz Warsi
Ghazal
Syed Wajid Ali Farrukh Banarsi
Ghazal
raushan tamaam kaaba o but-KHaana ho gayaa
ghar-ghar jamaal-e-yaar kaa afsaana ho gayaa
Yagana Changezi
Ghazal
Faheem Gorakhpuri
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Hatim Ali Mehr
Ghazal
ruKH thaa kaa'be kii taraf uThte na the lekin qadam
shauq jaise khii.nchtaa ho suu-e-but-KHaana mujhe
Zabt Sitapuri
Ghazal
Mani Jayasi
Ghazal
Karam Haidari
Ghazal
kii supurd-e-dar-e-but-KHaana ajal ne mirii KHaak
kis ko sau.npaa mujhe zaalim ne KHudaa ke badle
Fani Badayuni
Ghazal
ai barhaman ik din but-e-pindaar ko apne
to.D aur charaaG-e-dar-e-but-KHaana banaa de
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Wali Kakoravi
Ghazal
mujh ko KHaak-e-dar-e-mai-KHaana banaayaa hotaa
phir usii KHaak se paimaana banaayaa hotaa
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Ghazal
dar-e-but-KHaana se ba.Dhne hii na paa.e
garche ik 'umr jabii.n-saa.ii kii
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
rivaayaat-e-daar-o-rasan chho.D aa.e
ham ik ishq kaa baa.nkpan chho.D aa.e
Maya Khanna Raje Barelvi
Ghazal
Asghar Gondvi
Ghazal
kuchh roz aastaan-e-dar-e-yaar bhii sahii
'aabid' tavaaf-e-ka.aba-o-but-KHaana ho chukaa