SEARCH RESULTS
Showing search results for "tasan.no"
Ghazal MATCHES FOR "tasan.no"
Ghazal
bas ik nigaah se luTtaa hai qaafila dil kaa
so rah-ravaan-e-tamannaa bhii Dar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
jaane na tujh ko jo ye tasan.no tuu us se kar
tis par bhii to chhupii nahii.n rahtii banaa.ii baat
Meer Taqi Meer
Ghazal
ham mohabbat me.n tasanno' ke nahii.n hai.n qaa.il
shart hai dil bhii mile haath milaane vaale
Abdullateef Shauq
Ghazal
ha.ns ke milne se tasan.no kii chamak chhup na sakii
haa.e vo chehra jo mai.n ne pas-e-chehra dekhaa
Sultan Akhtar
Ghazal
sochte sochte ik umr-e-tamanna guzrii
tanz ke tiir se ham KHud ko bachaa.e.n kaise
Zubair Bahadur Josh
Ghazal
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
KHaamoshii bhii kuchh turfa latiifa hai ki 'qaa.em'
karnaa pa.De jis me.n na tasanno' na takalluf
Qayem Chaandpuri
Ghazal
takalluf agar hai haqiiqat nahii.n hai
tasanno' zabaan-e-mohabbat nahii.n hai
Anand Narayan Mulla
Ghazal
Rashid Jamaal Farooqi
Ghazal
maslahat chaahe rahuu.n Daale tasan.no kaa naqaab
dostii kii maa.ng chehre par ko.ii parda na ho
Nau Bahar Sabir
Ghazal
ik tasanno' hai ki sab jiite hai.n jii lenaa hai
zindagii tere baGair ek banaavaT jaise
Shaz Tamkanat
Ghazal
Riyaz Saghar
Ghazal
jab KHuluus-e-yaar me.n shaamil tasan.no ho gayaa
ham bhii kyaa karte asiir-e-dasht-e-tanhaa.ii hu.e