SEARCH RESULTS
Showing search results for "tasanno.aat"
Ghazal MATCHES FOR "tasanno.aat"
Ghazal
jaane na tujh ko jo ye tasan.no tuu us se kar
tis par bhii to chhupii nahii.n rahtii banaa.ii baat
Meer Taqi Meer
Ghazal
apne daamaan-e-tasan.no.a me.n chhupaa sakte hai.n
un ma.aa.ib ko mahaasin mujhe ma.aluum na thaa
Bismil Saeedi
Ghazal
ham mohabbat me.n tasanno' ke nahii.n hai.n qaa.il
shart hai dil bhii mile haath milaane vaale
Abdullateef Shauq
Ghazal
ha.ns ke milne se tasan.no kii chamak chhup na sakii
haa.e vo chehra jo mai.n ne pas-e-chehra dekhaa
Sultan Akhtar
Ghazal
ye tasan.no ye banaavaT ye havas makr-o-fareb
bazm-e-ahbaab se ham 'josh' miTaa.e.n kaise
Zubair Bahadur Josh
Ghazal
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
KHaamoshii bhii kuchh turfa latiifa hai ki 'qaa.em'
karnaa pa.De jis me.n na tasanno' na takalluf
Qayem Chaandpuri
Ghazal
takalluf agar hai haqiiqat nahii.n hai
tasanno' zabaan-e-mohabbat nahii.n hai
Anand Narayan Mulla
Ghazal
Rashid Jamaal Farooqi
Ghazal
maslahat chaahe rahuu.n Daale tasan.no kaa naqaab
dostii kii maa.ng chehre par ko.ii parda na ho
Nau Bahar Sabir
Ghazal
na.ii havaa me.n ko.ii ra.ng-e-kaa.enaat me.n gum
hu.aa hai saaraa zamaana tasannu.aat me.n gum
Abrar Kiratpuri
Ghazal
baazaar-e-tasanno.a ke jalvo.n kii numaa.ish ko
TuuTe hu.e shiisho.n kaa adnaa saa kha.nDar kahiye