SEARCH RESULTS
Showing search results for "tasavvuf"
Ghazal MATCHES FOR "tasavvuf"
Ghazal
ye masaa.il-e-tasavvuf ye tiraa bayaan 'Gaalib'
tujhe ham valii samajhte jo na baada-KHvaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
sunaa hai chashm-e-tasavvur se dasht-e-imkaa.n me.n
pala.ng zaaviye us kii kamar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
munaafiqiin-e-tasavvuf kii maut huu.n mai.n 'alii'
har ik asiil har ik be-riyaa ke saath huu.n mai.n
Ali Zaryoun
Ghazal
vo kaun hai jo mujh pe ta.assuf nahii.n kartaa
par meraa jigar dekh ki mai.n uf nahii.n kartaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ab aa rahaa ho ko.ii jism is tasavvuf se
to ham ko halqa-e-bai.at ba.Dhaanaa pa.Dtaa hai
Farhat Ehsas
Ghazal
KHudaa bachaa.e tasavvuf-gaziida logo.n se
ko.ii jo sher bhalaa sun liyaa to haal aayaa
Asad Badayuni
Ghazal
dekhuu.n to kahaa.n tak vo talattuf nahii.n kartaa
aare se agar chiire to mai.n uf nahii.n kartaa
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
ab aa rahaa ho ko.ii husn us tasavvuf se
to ham ko halqa-e-bai.at ba.Dhaanaa pa.Dtaa hai
Farhat Ehsas
Ghazal
hosh me.n mai vo tasavvuf kii hii piine se rahe
hosh vaale sabhii Gaflat me.n the Gaafil ke sivaa
Ejaz Parwana
Ghazal
ham tasavvuf ke hu.e aalim tasavvuf chho.D kar
dil mohabbat se hu.aa KHaalii to daanish aa ga.ii
Farhat Ehsas
Ghazal
tasavvuf tabaddul hai aadaat-e-bad kaa
ta.arruf natiija hai KHulq-e-hasan kaa
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
mujh tak hai mere dukh ke tasavvuf kaa silsila
ik zaKHm mai.n muriid to ik zaKHm piir mai.n
Farhat Ehsas
Ghazal
ai qalandar aa tasavvuf me.n sa.nvar kar raqs kar
ishq ke sab KHaarzaaro.n se guzar kar raqs kar
Zakir Khan Zakir
Ghazal
'hasrat' ibaadato.n ke tasavvuf me.n ho ke gum
ka.abe se somnaat mere saath saath chal
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
dil nazar kyaa ruuh tak rang-e-tasavvuf chhaa gayaa
ab Gazal bhii mujh ko maulaa suufiyaana chaahiye
Sapana Ahsaas
Ghazal
ham hai.n hindii aur hamaaraa mulk hai hindostaa.n
hind me.n paidaa tasavvuf ke zabaa.n-daa.n kiijiye