SEARCH RESULTS
Showing search results for "tasdiiq-naama"
Ghazal MATCHES FOR "tasdiiq-naama"
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
naam-e-taskii.n' pe ye mazmuun-e-tapish naa-zebaa
thaa taKHallus jo sazaa-vaar to betaab mujhe
Taskeen Dehlavi
Ghazal
vo ra.ng-fishaa.n aa.nkh vo tasviir-numaa haath
dikhlaa.e.n na.e roz manaazir to mujhe kyaa
Obaidullah Aleem
Ghazal
shahr me.n naama-e-taqdiis likhaa jaa.egaa
mutma.in huu.n miraa inkaar alag baiThaa hai
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
taa gunahgaarii me.n ham ko ko.ii mat.uu.n na kare
haath me.n naama-e-taqdiir liye phirte hai.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
garche ab qurb kaa imkaa.n hai bahut kam phir bhii
kahii.n mil jaa.e.n to tasviir-numaa ho jaanaa
Ahmad Faraz
Ghazal
tasbiih namaaz roza se mujh ko nahii.n hai kaam
mai.n but-parast huu.n mirii pahchaan ye suKHan
nayan sukh
Ghazal
maaluum hu.aa haal-e-shahiidaan-e-guzashta
teG-e-sitam aa.iina-e-tasviir-numaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Aqib Sabir
Ghazal
uzr-e-gunaah daavar-e-mahshar se kyuu.n karuu.n
Gam miT gayaa hai naama-e-taqdiir dekh kar
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
aa gayaa jis din KHayaal-e-joshish-e-diivaanagii
chaak kar Daale.nge apnaa naama-e-taqdiir ham
Naseem Dehlvi
Ghazal
taqdiir-e-mohabbat bhii badal jaa.egii 'naamii'
un haatho.n pe ho jaa.e zaraa ra.ng-e-hinaa tez
Nami Ansari
Ghazal
'taskii.n' ne naam le ke tiraa vaqt-e-marg aah
kyaa jaane kyaa kahaa thaa kisii ne sunaa nahii.n
Taskeen Dehlavi
Ghazal
hai khel ki taqdiir kaa in'aam mire naam
bheje hai ko.ii naama-e-be-naam mire naam
Nasim Zahid
Ghazal
Muneer Ahmad Jami
Ghazal
zor par aah thii aur naala-e-shab-giir bhii thaa
maantaa ham ko kabhii ye falak-e-piir bhii thaa
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
sar-e-tasliim KHam karnaa pa.Daa taqsiir se pahle
mohabbat kii sazaa mujh ko milii ta.aziir se pahle