SEARCH RESULTS
Showing search results for "tasfiya"
Ghazal MATCHES FOR "tasfiya"
Ghazal
tasfiya maabain apne ho na paa.egaa kabhii
ham anaa kii aag me.n jalte hu.e rah jaa.e.nge
Tasneem Abidi
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
vo dast-e-sa.ng hai mai.n aa.iina-girafta huu.n
na ho sakegaa kabhii ham me.n tasfiya ko.ii
Hakeem Manzoor
Ghazal
kaTii tasavvur-e-huuraan-e-KHuld me.n jin kii
hamaare un ke bhalaa kyaa vo tasfiya karte
Mahir Bilgrami
Ghazal
aap mu.nh dekhne ko aa.iina-e-dil maa.ngaa
tasfiya us but-e-kaafir se KHudaa saaz hu.aa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
hamaare saath to chal tasfiya hu.aa teraa
Thahar ki tujh se hamaaraa hisaab baaqii hai
Asim Wasti
Ghazal
Basheer Dada
Ghazal
tasfiya karte na ha.ngaam-e-sahar se pahle
puuchh lete kisii maayuus nazar se pahle
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
ye apnaa ghar hai chalo is pe tasfiya kar le.n
qafas kahuu.n na ise mai.n tum aashiyaa.n na kaho
Anand Narayan Mulla
Ghazal
Seema Naqvi
Ghazal
Gair-mumkin hai ki ho jaa.e yahaa.n tasfiyya
faisla hashr ke din hogaa hamaaraa un kaa
Munshi Shiv Parshad Wahbi
Ghazal
mutrib bacho.n ne shaiKH ko Ta.ngiyaa liyaa tamaam
lii vaqt-e-jaa-e-KHil.at-e-in.aam dosh par