SEARCH RESULTS
Showing search results for "tashakhkhus"
Ghazal MATCHES FOR "tashakhkhus"
Ghazal
jinho.n ne qaumii tashaKHKHus ko paa.emaal kiyaa
ma.aashre ko vo uu.nche gharaane lagte hai.n
Nusrat Siddiqui
Ghazal
haa.e tashaKHKHus kii maarii is duniyaa me.n
sab kii apnii riitii apnii bolii hai
Ishrat moin Seemaa
Ghazal
Rehana Qamar
Ghazal
tashaKHKHus kho rahe the ham badalte paaniyo.n se
hamaaraa har tanaa phailaa.o me.n ham se judaa thaa
Haris Bilal
Ghazal
mar ke bhii meraa tashaKHKHus na ko.ii chhiin sakaa
ilm baa.nTaa na gayaa mere asaaso.n kii tarah
Jan Kashmiri
Ghazal
Qasim Jalal
Ghazal
Iftikhar Naseem
Ghazal
nahii.n Gair ko.ii tashaKHKHus kaa parda
man-o-tuu faqat Gair kii guftuguu hai
Yasin Ali Khan Markaz
Ghazal
vasl ne mere tashaKHKHus ko sambhaale rakkhaa
hijr-o-vahshat se kabhii puuchh zaraa kaun huu.n mai.n
Zakir Khan Zakir
Ghazal
band ye apne tashaKHKHus kaa na bah jaa.e kahii.n
mauj-e-sail-e-tund KHatre ke nishaa.n tak aa ga.ii
Murtaza Barlas
Ghazal
Rafiuddin Raz
Ghazal
mahfuuz mujhe kar le.n zamaane kii nigaahe.n
mai.n apne tashaKHKHus me.n akelaa hii bachaa huu.n
Farooq Noor
Ghazal
farq kuchh bhii nahii.n ehsaas-e-tashaKHKHus ke sivaa
darmiyaa.n apne ye antar bhii bahut lagtaa hai
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
'ahd daar-o-giir hai apnaa tashaKHKHus gum na kar
soch kii saarii fasiile.n to.D kar baahar nikal
Sultan Rashk
Ghazal
na qabiila na tashaKHKHus na liyaaqat na sanad
saahib-e-fikr-o-nazar fikr-o-nazar dekhte hai.n