SEARCH RESULTS
Showing search results for "tashriif-e-shariif"
Ghazal MATCHES FOR "tashriif-e-shariif"
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
laakh kiije talab-e-raahat-o-aaraam 'shariif'
kyaa milegaa jo muqaddar me.n nahii.n hai apne
Shareef Ahmad Shareef
Ghazal
is fan me.n 'shariif' aap hii yaktaa to nahii.n hai.n
hai.n ahl-e-suKHan aur bhii par bolte kam hai.n
Shareef Ahmad Shareef
Ghazal
ik umr kaa yaaraana socho to ‘shariif-ahmad’
miTTii me.n dabaa aanaa rasm-o-rah-e-duniyaa hai
Shareef Ahmad Shareef
Ghazal
hamaare mo.ajiza-e-fan se log hairaa.n ho.n
hame.n 'shariif' ye KHvaahish na thii vale saahab
Shareef Ahmad Shareef
Ghazal
jaada-e-shauq pe kal log the aate jaate
ab 'shariif' is pe musaafir nahii.n miltaa ko.ii
Sharif kunjahi
Ghazal
tahii-subuu.ii kisii kii ye kah rahii hai 'shariif'
nizaam-e-mai-kada badlegaa ek baar abhii
Sharif kunjahi
Ghazal
Mohammad Shareef Quraishi
Ghazal
fazaa-e-shahr mukaddar hu.ii hai jab se 'shariif'
har aarzuu kii suhaanii baraat ruk sii ga.ii
Shareef Ahmad Qureshi
Ghazal
Shareef Ahmad Qureshi
Ghazal
kalaam bhii tiraa fariyaad-e-naGma ab hai 'shariif'
hadiis-e-zinda-dilii terii shaa.erii na rahii
Shareef Ahmad Qureshi
Ghazal
'shariif' dekh ye be-aab manzaro.n kaa dhu.aa.n
suhaanii raat kaa phailaa hu.aa hai jaaduu aa
Mohammad Shareef Quraishi
Ghazal
dil-o-diida do ghar hai.n tashriif laa.e.n
sa.nvaare ga.e hai.n sajaa.e ga.e hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
tashriif shab-e-va.ada jo vo laa.e hu.e hai.n
sar KHam hai nazar niichii hai sharmaa.e hu.e hai.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
har ik sutuun KHaana-e-shar-e-shariif hai
roza ho yaa zakaat ho yaa haj ho yaa namaaz
Ahmad Husain Mail
Ghazal
zaat-e-shariif ho tum mai.n KHuub jaantaa huu.n
tuufaan aur ko.ii mujh par uThaa.iyegaa
Naseem Dehlvi
Ghazal
vahshiyo.n ke vaaste qaid-e-libaas achchhii nahii.n
zeb detaa hai yahii tashriif-e-uryaanii mujhe
Yagana Changezi
Ghazal
kaisaa hii ba.Dh chale vo kalaam-e-shariif par
sarsabz ho kabhii na rizaale kii shaa.erii