SEARCH RESULTS
Showing search results for "tatolne"
Ghazal MATCHES FOR "tatolne"
Ghazal
lo saare shahr ke patthar sameT laa.e hai.n ham
kahaa.n hai ham ko shab o roz taulne vaalaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
TaTolne pe bhii dil kaa nishaa.n nahii.n miltaa
Gazab KHudaa kaa jahaa.n kaa jahaa.n nahii.n miltaa
Faiyaz Gwaliari
Ghazal
ik mulaaqaat ke Talne kii KHabar aise lagii
jaise mazduur ko ha.Dtaal kii afvaah mile
Umair Najmi
Ghazal
KHaatir se tirii yaad ko Talne nahii.n dete
sach hai ki hamii.n dil ko sambhalne nahii.n dete
Akbar Allahabadi
Ghazal
maut ne saarii raat hamaarii nabz TaTolii
aisaa marne kaa maahaul banaayaa ham ne
Shariq Kaifi
Ghazal
ye bahaana tire diidaar kii KHvaahish kaa hai
ham jo aate hai.n idhar roz Tahalne ke liye
Shakeel Azmi
Ghazal
ishq me.n hukm-uduulii bhii hame.n aatii hai
Talne vaale to nahii.n hai.n tire inkaar se ham
Wasi Shah
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
jo ho sake to yahii raat o.Dh le tan par
bujhaa charaaG a.ndhere me.n kyo.n TaToltaa hai
Mohsin Naqvi
Ghazal
kal us ke dost ko baahar se Taalne ke baad
use faqiir bataayaa to baap rone lagaa
Shahzad Qais
Ghazal
ha.nsii me.n vaada-e-fardaa ko Taalne vaalo
lo dekh lo vahii kal aaj ban ke aa na gayaa
Yagana Changezi
Ghazal
KHvaab ke saath kahii.n kho na ga.ii ho aa.nkhe.n
jab uThuu.n so ke to chehre ko TaToluu.n pahle
Qaisarul Jafri
Ghazal
lafz-o-manzar me.n ma.aanii ko TaTolaa na karo
hosh vaale ho to har baat ko samjhaa na karo
Mahmood Ayaz
Ghazal
patthar saa vo lagtaa hai TaTolo na jo dil ko
aur haath me.n le lo to saraapaa nazar aa.e