SEARCH RESULTS
Showing search results for "tavassut"
Ghazal MATCHES FOR "tavassut"
Ghazal
na ranj aur na shaadii tavassut hai ham ko
ki aish-o-alam bhii baham dekhte hai.n
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
zafar iqbal zafar
Ghazal
dil kii KHushii bhii un ke tavassut se thii mirii
dil kaa jo iztiraab the vo log mar ga.e
Ashfaq Ahmad Saim
Ghazal
ham tire hone se logo.n pe ayaa.n hote hai.n
phuul KHushbuu ke tavassut se bayaa.n hote hai.n
Noman Badr
Ghazal
vo be-nishaan thaa lekin mire tavassut se
phir apne hone kaa us ko nishaan denaa pa.Daa
Ali Raza Baloch
Ghazal
is tavassut se bhii pariyaa.n mujhe pahchaantii hai.n
chaa.nd par rang jamaane kaa hunar aataa hai
Kalim Shadab
Ghazal
'aajiz' ko ba.Daa maan hai un shero.n pe jaanaa.n
jo tere tavassut se zad-e-aam pa.De the
Ajiz Kamaal Rana
Ghazal
Khwaja Shauq
Ghazal
sabaa kaa raaz bhii phuulo.n ke darmiyaan khulaa
us ek dar ke tavassut se gulsitaan khulaa
Musarrat Hashmi
Ghazal
ta.alluq TuuTtaa jaataa hai apne-aap se meraa
tavassut ban rahii hai aagahii bezaar karne kaa
Khaavar Jilani
Ghazal
mire vaaste Guncha-e-jaa.n-fazaa me.n
tabassum kii shoKHii bharii jaa rahii hai
Habeeb Ahmad Siddiqui
Ghazal
hadiis-e-dil lab-e-iz.haar ke tavassut se
hadiis-e-kuucha-o-baazaar ho ga.ii hogii
Zafar Akbarabadi
Ghazal
shukriya saa’at-e-dushvaar tavassut se tire
der se hii sahii mujh par mire ahbaab khule
Syed Adeel Gilanii
Ghazal
ashko.n ke tabassum me.n aaho.n ke tarannum me.n
ma.asuum mohabbat kaa ma.asuum fasaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
phir kaun bhalaa daad-e-tabassum unhe.n degaa
ro.e.ngii bahut mujh se bichha.D kar tirii aa.nkhe.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
itnaa sach bol ki ho.nTo.n kaa tabassum na bujhe
raushnii KHatm na kar aage a.ndheraa hogaa