SEARCH RESULTS
Showing search results for "thahraa.e"
Ghazal MATCHES FOR "thahraa.e"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ko.ii pukaaro ki ik umr hone aa.ii hai
falak ko qaafila-e-roz-o-shaam Thahraa.e
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ai mirii aa.nkh me.n Thahraa.e hu.e vasl ke KHvaab
me.n tavaatur se tire saath na sone lag jaa.uu.n
Ejaaz tawakkal
Ghazal
jis qaum me.n dekhaa to tajassus tiraa paayaa
ma.abad tire har qaum me.n Thahraa.e hu.e hai.n
Bahram ji
Ghazal
guzar gayaa ko.ii darmaa.nda-raah ye kahtaa
ab is fazaa me.n ko.ii qaafile na Thahraa.e
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
be-niyaazaana har ik raah se guzraa bhii karo
shauq-e-nazzaara jo Thahraa.e to Thahraa bhii karo
Athar Nafees
Ghazal
Thahraa.e use 'arsh' ko.ii kaise jafaa-kash
jo mujh se alag rah ke bhii hamraah chalaa hai
Arsh Siddiqui
Ghazal
jab se dil me.n tire baKHshe hu.e Gam Thahre hai.n
mahram aur bhii apne liye ham Thahre hai.n
Raees Rampuri
Ghazal
Thahraa.e use 'arsh' ko.ii kaise jafaa-kesh
jo mujh se alag rah ke bhii hamraah chalaa hai
Arsh Siddiqui
Ghazal
mustaqil bojh na Thahraa.e sabhii ko ye zamii.n
izzat-e-KHaak bhii kuchh KHaak-basar hote hai.n
Mahshar Badayuni
Ghazal
ai charKH-e-fitna-gar ye ravaa hai ki har baras
sahbaa-kasho.n pe baaj kii Thahraa.e mohtasib
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
is ko Thahraa.e hu.e qasr-e-baqaa kii buniyaad
zindagii saa.ns kaa ik taar liye phirtii hai
Syed Hamid
Ghazal
sukuu.n kii justujuu aasuudgii kii aarzuu.o.n ne
qadam aise nikaale hai.n ki Thahraa.e nahii.n jaate
Adeeb Saharanpuri
Ghazal
paimaana ba-kaf baiTh ke maiKHaane me.n saaqii
ham gardish-e-haalaat ko Thahraa.e hu.e hai.n
Raj Kumar Soori Nadeem
Ghazal
Wajid Sahri
Ghazal
sachchaa.ii jab ham ko mujrim Thahraa.e
aa.iino.n par ham jhu.njhlaane lagte hai.n
Raziq Ansari
Ghazal
sandal se mahaktii hu.ii pur-kaif havaa kaa
jho.nkaa ko.ii Takraa.e to lagtaa hai ki tum ho