SEARCH RESULTS
Showing search results for "thamne"
Ghazal MATCHES FOR "thamne"
Ghazal
ye chupke chupke na thamne vaalii ha.nsii to dekho
vo saath hai to zaraa hamaarii KHushii to dekho
Shariq Kaifi
Ghazal
KHushbuu ke thaamne ko ba.Dhaa.e hai.n haath 'adaa'
daamaan-e-aarzuu bhii sabaa-pairahan saa hai
Ada Jafarey
Ghazal
ye ehtisaab ajab hai ki mohtasib hii nahii.n
rikaab thaamne vaale hisaab maa.ngte hai.n
Abbas Rizvi
Ghazal
husn kaa shor jo barpaa hai zaraa thamne do
ishq kaa lahja-e-naayaab dikhaate hai.n tumhe.n
Saleem Siddiqui
Ghazal
Gazab kaa silsila thamne hii me.n nahii.n aataa
zaraa saa pyaar hii maa.ngaa thaa kaa.enaat nahii.n
Farhat Shahzad
Ghazal
hazaar KHaar hai.n daaman ko thaamne vaale
hamaare haath se aa.nchal jo tum chhu.Daa ke chale
Saghar Khayyami
Ghazal
mere afkaar ke sote nahii.n thamne vaale
merii socho.n pe bu.Dhaapaa nahii.n aane vaalaa
Suleman Khumar
Ghazal
hamaare naam pe saa.nso.n ko thaamne vaale
hamaare KHvaab bhii 'bushraa' bhulaanaa chaahte hai.n
Bushra Bakhtiyar Khan
Ghazal
jab azm-e-safar kar hii liyaa aa.o chale.n ham
tuufaan ke thamne ke to aasaar nahii.n hai.n
D. Raj Kanwal
Ghazal
bikhartii kirno.n ko aa.ngan me.n thaamne vaale
mah-e-tamaam kaa piinaa pa.Degaa zahr tujhe
Musavvir Sabzwari
Ghazal
ho do qadam kii hii duurii pe tum kha.De lekin
qadam ba.Dhaa ke miraa haath thaamne se rahe
Hina Abbas
Ghazal
tane ko chho.D ke patto.n ko thaamne vaalo
tumhe.n shajar bhii tamaashaa dikhaa.ii detaa hai
Azra Waheed
Ghazal
ab tum hamaare haath ko aa.e ho thaamne
ab to hamaare haath me.n kuchh bhii nahii.n bachaa
Sajid Raheem
Ghazal
barsegaa jo abr aa kar khul jaa.egaa dam bhar me.n
aa.nsuu nahii.n thamne ke ai yaar jo mai.n royaa
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Yawar Azeem
Ghazal
Mahshar Badayuni
Ghazal
ko.ii nahii.n kisii girte ko thaamne vaalaa
isii kaa naam hai is daur me.n uKHuvvat kyaa