SEARCH RESULTS
Showing search results for "tikyaa.ii"
Ghazal MATCHES FOR "tikyaa.ii"
Ghazal
pyaas jis nahr se Takraa.ii vo banjar niklii
jis ko piichhe kahii.n chho.D aa.e vo dariyaa hogaa
Nida Fazli
Ghazal
luTaate daulat-e-duniyaa ko mai-kade me.n ham
tilaa.ii saaGar-e-mai nuqra.ii subuu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
zahr bhii ho to vo tiryaaq samajh kar pii le
kisii pyaase ke agar saamne paanii aa.e
Saqi Amrohvi
Ghazal
be-dimaaG-e-KHajlat huu.n rashk-e-imtihaa.n taa-kai
ek bekasii tujh ko aalam-aashnaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
shaiKH-saahib barhaman se laakh barte.n dostii
be-bhajan gaa.e to mandir se Tikaa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
un ke abruu-e-KHamiida kii tarah tiikhaa hai
apnii aa.nkho.n me.n ba.Dii der chhupaa eid kaa chaa.nd
Saghar Siddiqui
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
mai.n jaaguu.ngaa kab tak vo so.e.n ge taa-kai
kabhii chiiKH uTThuu.ngaa Gam sahte sahte
Saqib Lakhnavi
Ghazal
taaza nahii.n hai nashsha-e-fikr-e-suKHan mujhe
tiryaakii-e-qadiim huu.n duud-e-charaaG kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
us maathe ko chuume kitne din biite
jis maathe kii KHaatir thaa ik Tiikaa chaa.nd
Javed Akhtar
Ghazal
chaman me.n talKH-navaa.ii mirii gavaaraa kar
ki zahr bhii kabhii kartaa hai kaar-e-tiryaaqii
Allama Iqbal
Ghazal
ab mire vaaste tiryaak hai ilhaad kaa zahr
tum kisii aur pujaarii ke KHudaa ho jaanaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Meena Kumari Naz
Ghazal
ik saa.np mujh ko chuum ke tiryaaq de gayaa
lekin vo apne saath miraa zahr le gayaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
KHalaa me.n ko.ii imaarat kabhii nahii.n Tiktii
vahaa.n makaan banaane kii zid nahii.n karte