SEARCH RESULTS
Showing search results for "tilmiiz"
Ghazal MATCHES FOR "tilmiiz"
Ghazal
Saail Dehlvi
Ghazal
luTaate daulat-e-duniyaa ko mai-kade me.n ham
tilaa.ii saaGar-e-mai nuqra.ii subuu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
buud-o-nabuud kii tamiiz ek azaab thii ki thii
ya.anii tamaam zindagii dhu.nd me.n Duubtii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
kiyaa hai mai.n ne KHud apnaa muhaasba aksar
tamiiz mujh me.n isii tajrabe se aa.ii hai
Jahangeer nayab
Ghazal
tam.iiz-e-laala-o-gul se hai naala-e-bulbul
jahaa.n me.n vaa na ko.ii chashm-e-imtiyaaz kare
Allama Iqbal
Ghazal
to.D Daalegii yahii KHaak tilsim-e-shab-o-roz
garche uljhii hu.ii taqdiir ke pechaak me.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
KHizaa.n kaa rang daraKHto.n pe aa ke baiTh gayaa
mai.n tilmilaa ke uThaa pha.Dpha.Daa ke baiTh gayaa
Fazil Jamili
Ghazal
sham' gul kar ke havaa dekh rahii hai mujh ko
aaKHirii tiilii hai maachis me.n jalaane ke liye
Shakeel Azmi
Ghazal
abhii na u.nglii uThaa mujh pe tho.Dii mohlat de
tamiiz siikh rahaa huu.n ba.Do.n me.n baiThne kii
aabid umar
Ghazal
jins-e-vafaa ko karte hai.n ahl-e-vafaa pasand
dushman ko kyaa tamiiz hai dushman kii kyaa pasand
Bekhud Dehlvi
Ghazal
tamiiz-e-zishti-o-nekii me.n laakh baate.n hai.n
ba-aks-e-aa.ina yak-fard-e-saada rakhte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
na vafaa ko aabruu hai na jafaa tamiiz-juu hai
che hisaab-e-jaa.n-fishaanii che Guruur-e-dilistaanii
Mirza Ghalib
Ghazal
hu.aa hai maane-e-aashiq-navaazii naaz-e-KHud-biinii
takalluf-bar-taraf aa.iina-e-tam.iiz haa.el hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ham ko bhii to vaa'iz hai bad o nek me.n tamiiz
ham bhii to kabhii saahib-e-iimaan rahe hai.n
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
Parvez Shahidi
Ghazal
buu-e-saman se shaad the aGyaar-e-be-tamiiz
us gul ko e'tibaar-e-nasiim-o-sabaa gayaa