SEARCH RESULTS
Showing search results for "tis-pe"
Ghazal MATCHES FOR "tis-pe"
Ghazal
jaltaa thaa siina meraa ai sham.a tis pe tuu ne
duunii lagaa.ii aatish aa.nsuu bahaa bahaa kar
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
avval to ye dhaj aur ye raftaar Gazab hai
tis pe tire paazeb kii jhankaar Gazab hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
tis pe kam-baKHt kii ye duusrii sagh.Daa.ii dekh
baa.ndh rumaalo.n se bame kii bachaa.ii meh.ndii
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
sadma har-chand tire jaur se jaa.n par aayaa
tis pe shikva na kabhii merii zabaa.n par aayaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
sitam me.n Gam me.n sar-anjaam us kaa kyaa kahiye
hazaaro.n hasrate.n thii.n tis pe jii ko maar rahaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ek saahab 'miir' janme tis pe ik Gaalib hu.e
phir Gazal-go.ii me.n karne ko nayaa kuchh bhii nahii.n
Ashutosh Tiwari
Ghazal
is raftagii pe mujh se kartaa hai tuu taGaaful
Daa.nTe hai tis pe ulTaa phir baar baar mujh ko
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Amir Hamza Saqib
Ghazal
kahaa gale se lagaa le tuu iltifaat nahii.n
kahe hai tis pe mujhe kyuu.n tuu dam-ba-dam gustaaKH
Mah Laqa Chanda
Ghazal
Inamullah Khan Yaqeen
Ghazal
libaas-e-pumbai bin kyuu.nke guzre mausam-e-sarmaa
qayaamat hai ye terii sard-mehrii tis pe ye sardii
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
ek to baiThe ho dil ko mire kho aur suno
tis pe kahte ho ''diyaa hai tujhe'' lo aur suno