SEARCH RESULTS
Showing search results for "tishna"
Ghazal MATCHES FOR "tishna"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
saaqii sabhii ko hai Gam-e-tishna-labii magar
mai hai usii kii naam pe jis ke ubal pa.De
Kaifi Azmi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
ye dekhnaa hai ki sahraa bhii hai samundar bhii
vo merii tishna-labii kis ke naam kartaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
rakhnaa hai tishna-kaam to saaqii bas ik nazar
sairaab kar na de mirii tishna-labii mujhe
Shakeel Badayuni
Ghazal
bijlii ik kau.nd ga.ii aa.nkho.n ke aage to kyaa
baat karte ki mai.n lab-tishna-e-taqriir bhii thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
chalte hu.e baadal ke saa.e ke ta.aaqub me.n
ye tishna-labii mujh ko sahraa.o.n me.n le aa.ii
Muzaffar Razmi
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
yaa.n tishna-kaamiyaa.n to muqaddar hai.n ziist me.n
miltii hai hausle ke baraabar kabhii kabhii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
saraab huu.n mai.n tirii pyaas kyaa bujhaa.uu.ngii
is ishtiyaaq se tishna zabaa.n qariib na laa
Fahmida Riaz
Ghazal
ba-qadr-e-tishna-labii pursish-e-vafaa na hu.ii
chhalak ke rah ga.e terii nazar ke paimaane
Nasir Kazmi
Ghazal
hamaarii tishna-nasiibii kaa haal mat puuchho
vo pyaas thii ki samundar me.n jaa ke leT ga.e