SEARCH RESULTS
Showing search results for "tishna"
Nazm MATCHES FOR "tishna"
Nazm
shikwa
muztarib-e-baaG ke har Gunche me.n hai buu-e-niyaaz
tuu zaraa chhe.D to de tishna-e-mizraab hai saaz
Allama Iqbal
Nazm
hasan kuza-gar (4)
dard-e-risaalat kaa roz-e-bashaarat tire jaam o miinaa
kii tishna-labii tak pahu.nchne lagaa hai
Noon Meem Rashid
Nazm
mujassama
tishna ruuho.n ke havasnaak ta.ayyush ke liye
hajla-e-sa.ng me.n paaband banaa rakkhaa ho
Ahmad Faraz
Nazm
yaad
mai.n tishna-kaam-e-shauq thaa piitaa chalaa gayaa
vo mast a.nkh.Diyo.n se pilaatii chalii ga.ii
Jigar Moradabadi
Nazm
mere bhi hain kuchh KHwab
ushshaaq ke lab-haa-e-azal-tishna kii paivastagii-e-shauq ke maanind
(ai lamha-e-KHursand)
Noon Meem Rashid
Nazm
ek lamha
phuul khilne lagte hai.n uj.De uj.De gulshan me.n
tishna tishna giitii par abr chhaane lagte hai.n
Kaifi Azmi
Nazm
hum log
tishna afkaar jo taskiin nahii.n paate hai.n
soKHta ashk jo aa.nkho.n me.n nahii.n aate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
pyar ka jashn
lab shiirii.n pe mirii tishna-labii kaa in.aam
jaane in.aam milegaa ki churaanaa hogaa
Kaifi Azmi
Nazm
salam
dariyaa pe tishna-lab hai.n pe sahraa me.n shaad-kaam
duniyaa ajab hai un ke safar aur qayaam kii
Parveen Shakir
Nazm
nargis-e-mastana
tuu saaqi-e-mai-KHaana bhii tuu nashsha o mai bhii
mai.n tishna-e-hastii mujhe mastaana banaa de
Jigar Moradabadi
Nazm
ishq aur maut
ataa dard hotaa thaa shaa.ir ke dil ko
KHudii tishna-kaam mai-e-be-KHudii thii