SEARCH RESULTS
Showing search results for "tishnagi-e-mashaam"
Ghazal MATCHES FOR "tishnagi-e-mashaam"
Ghazal
tishnagii ne ko.ii ehsaan gavaaraa na kiyaa
ham rahe aa ke samundar pe bhii pyaase kaise
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
zabt-e-Gam se laakh apnii jaan par ban aa.e hai
haa.n magar ye izzat-e-saadaat to rah jaa.e hai
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
tishnagii zauq-e-takallum kii vahii hai ab tak
us ke jalve to bahut merii nazar tak pahu.nche
Kanval M. A
Ghazal
tishnagii hogii jahaa.n be-saaKHta nauha-kunaa.n
us jagah ham daastaan-e-karbalaa le jaa.e.nge
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
ik shaKHs mere KHvaab me.n aa kar chalaa gayaa
kar ke mashaam-e-jaa.n ko mo'attar chalaa gayaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
ik lafz yaad thaa mujhe tark-e-vafaa magar
bhuulaa hu.aa huu.n Thokare.n khaane ke baa'd bhii
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
Prem Shankar Goila Farhat
Ghazal
tishnagii-e-lab-e-asGar kaa taqaazaa thaa 'razaa'
varna talvaar uThaate na qalam se pahle
Moosa Raza
Ghazal
piyaa hai zahr bhii aab-e-hayaat bhii lekin
kisii ne tishnagii-e-jism-o-jaa.n bujhaa.ii hai
Shahryar
Ghazal
karo na zikr subuu zar-nigaar hai ki nahii.n
ilaaj-e-tishnagii-e-baada-KHvaar hai ki nahii.n
Lutfullah Khan Nazmi
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
sairaab kar sakaa na use meraa KHuun bhii
kuchh tishnagii-e-daar-o-rasan aur ba.Dh ga.ii
Ejaz Rahmani
Ghazal
kaun is tishnagii-e-ruuh-o-badan ko samjhe
biich sahraa me.n kha.De ho ke samundar dekhuu.n
Jamal Ehsani
Ghazal
nigaraa.n hai jo furaat ke vo kyaa bataa.e.nge
haa.n tishnagii-e-karb-o-balaa ham se puuchhiye
Mumtaz Ahmad Mumtaz
Ghazal
ab ye KHabar nahii.n vo samundar hai yaa saraab
apne yahaa.n hai tishnagii-e-jism-o-jaa.n bahut
Asif Jamal
Ghazal
aa.e mashaam-e-jaan talak kaise buu-e-gul
rahne lagii hai baad-e-sabaa hii mire KHilaaf
Zubair Ahmad Saani
Ghazal
maza to jab hai bujhe tishnagii-e-KHaar-e-alam
junuun-e-aabla-paa.ii to ko.ii baat nahii.n
Iftikhar Ahmad Fakhr
Ghazal
aalam-e-tishnagii-e-baada-gusaaraa.n mat puuchh
mai-kada duur hai miinaa-e-zar-e-afshaa.n chup hai