SEARCH RESULTS
Showing search results for "tohmat-e-sajda-e-tasliim"
Ghazal MATCHES FOR "tohmat-e-sajda-e-tasliim"
Ghazal
ham Gariibo.n kii jabii.n par kisii jaabir ke huzuur
tohmat-e-sajda-e-tasliim kahaa.n hotii hai
Sarwar Arman
Ghazal
sabiil-e-sajda-e-naa-muKHtatam banaate hu.e
KHudaa tak aa.e hai.n kyaa kyaa sanam banaate hu.e
Jaleel 'Aali'
Ghazal
sajda-e-piir-e-muGaa.n haasil-e-irfaa.n niklaa
jis ko ham kufr samajhte the vo iimaa.n niklaa
Vahshi Kanpuri
Ghazal
Ameer Raza Mazhari
Ghazal
Om Prakash Laghar
Ghazal
adab nahii.n hai rayaazii kaa mas.ala yaaro
har ek shaKHs pe kyuu.n tohmat-e-hunar baa.ndho
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
mai.n gunahgaar-e-mohabbat huu.n ye tasliim magar
har sitam mujh pe ravaa ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
tasliim dosto.n ne diyaa is qadar fareb
majbuur ho ke dushman-e-jaanii ke ho rahe
Tasleem Niyazi
Ghazal
Wali Uzlat
Ghazal
hijr kii shab gar yahii hai iztiraab
nii.nd ai 'tasliim' kyuu.nkar aa.egii
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
adam me.n tarsoge dard-e-jigar ko ai 'tasliim'
jo ho sake ko.ii siine pe tiir khaa.e chalo
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
jab se ai 'tasliim' kii hai bai.at-e-dast-e-subuu
diin saaGar ho gayaa iimaan miinaa ho gayaa
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
kyaa ruke KHaama-e-'tasliim' dam-e-fikr-e-suKHan
tab' me.n aaj hai dariyaa kii ravaanii vaa'iz
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
kyaa shikva kare.n tohmat-e-be-baal-o-parii kaa
har din hai shab-e-zulf kii bedaad-garii kaa
Khumar Qureshi
Ghazal
tohmat-e-hasrat-e-parvaaz na mujh par baa.ndhe
vaj.h kyaa khol ke sayyaad ne phir par baa.ndhe
Rind Lakhnavi
Ghazal
aas kyaa ab to umiid-e-naa-umiidii bhii nahii.n
kaun de mujh ko tasallii kaun bahlaa.e mujhe