SEARCH RESULTS
Showing search results for "top"
Ghazal MATCHES FOR "top"
Ghazal
Sidra Sahar Imran
Ghazal
KHalvat me.n to kahte ho ki tum jaan ho merii
ye baat zamaane ko bataa kyuu.n nahii.n dete
Kaukab Zaki
Ghazal
jahaa.n azal se ghaTaa-Top zulmate.n hai.n muhiit
vahaa.n bhii aaj farozaa.n nigaah-e-aadam hai
Naresh Kumar Shad
Ghazal
raat baaqii hai abhii kis liye ghabraa ke uThe
top chhuTne do mirii jaan azaa.n hone do
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ghaTaa-Top taariikiyaa.n chaar-suu hai.n
sahar hai mire vaaste shaam saaqii
Mazharul Qayyum Mazhar
Ghazal
apnii ma.asuum baGaavat pe ba.Daa hai parasnn
kaaTh kii top khilauno.n me.n sajaane vaalaa
Sajid Premi
Ghazal
har samt siyaahii hai ghaTaa-Top a.ndheraa
kyaa zulf-e-dotaa aaj vo bikhraa.e hu.e hai.n
Shakir Khaliq
Ghazal
in shariifo.n ko tuu buzdil na samajhnaa 'saabir'
tank aur top chalaane kaa hunar rakhte hai.n
Sabir Kamal
Ghazal
phir sunaa.ii de rahii hai har taraf gho.Do.n kii Top
phir naved-e-tishnagii dene lage dariyaa hame.n
Sabir Raza
Ghazal
Waliullah Muhib
Ghazal
agar aanaa hu.aa to ek filmii giit gaa.egaa
mirii mayyat pe vo hasb-e-rivaayat nauha-KHvaa.n kyo.n ho
Qazi Ghulam Mohammad
Ghazal
ye kaam top tapanche ke daa.ere kaa nahii.n
futuuh-e-fikr-o-nazar to hai bas qalam kaa jigar
Ikram Azam
Ghazal
lafzo.n kii top soch ke hathiyaar thaam kar
aapas me.n KHud hii fan ke nigahbaan la.D ga.e
Aleem Saba Navedi
Ghazal
is ghaTaa-Top a.ndhere kaa samaa.n kyaa kahiye
husn-e-tadbiir hai aise me.n kahaa.n kyaa kahiye
Hamid Allahabadi
Ghazal
sarKHushii ab bhii tamaashaa.ii hai maiKHaane me.n
is sitamgar ko to shiishe me.n utaaro logo
Shahid Ahmad Shoaib
Ghazal
na mo.azzin ne azaa.n dii na abhii top chalii
daf.atan bol uThaa murG-e-sahar aap se aap
Munshi Shiv Parshad Wahbi
Ghazal
Taap par pahu.nchaa hu.aa hai nang-pan
aur kahii.n se huu.n kaa hunkaaraa nahii.n