SEARCH RESULTS
Showing search results for "tosha-e-hashar"
Ghazal MATCHES FOR "tosha-e-hashar"
Ghazal
'aniis' bech ke jaa.n apnii hind se niklo
jo tosha-e-safar-e-karbalaa nahii.n rakhte
Meer Anees
Ghazal
mai.n agar ashk-e-nidaamat ke javaahir bhar luu.n
tosha-e-hashr miraa gosha-e-daamaa.n ho jaa.e
Ahsan Marahravi
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
tosha-e-dhuup se jismo.n ko taraashe suuraj
kabhii patthar pe bhii kuchh naqsh ubhaare suuraj
Moni Gopal Tapish
Ghazal
Ashraf Ali Fughan
Ghazal
maal-o-zar paas nahii.n tosha-e-ulfat ke sivaa
ko.ii saamaan to hai ziist kaa saamaa.n na sahii
Ahsan Aazmi
Ghazal
un ko manzil hii nahii.n 'azmat-e-manzil bhii milii
le ke jo tosha-e-jaa.n raahguzar me.n aa.e
Azeez Baghravi
Ghazal
un ko manzil hii nahii.n 'azmat-e-manzil bhii milii
le ke jo tosha-e-jaa.n raahguzar me.n aa.e
Azeez Baghravi
Ghazal
tire mu.nh se ahvaal-e-'haidar' kii takziib
vo darvesh hai us kii taariif farmaa
Haider Dehlvi
Ghazal
maGruur hojiyo na is auj-o-hasham pe tuu
yaa.n kii ye izz-o-shaan kabhii hai kabhii nahii.n
Meer Hasan
Ghazal
qaamat tirii daliil qayaamat kii ho ga.ii
kaam aaftaab-e-hashr kaa ruKHsaar ne kiyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ai 'hashr' dekhnaa to ye hai chaudhvii.n kaa chaa.nd
yaa aasmaa.n ke haath me.n tasviir yaar kii