SEARCH RESULTS
Showing search results for "tu.de"
Ghazal MATCHES FOR "tu.de"
Ghazal
ret ke tuude chamak uThte hai.n jab zulmat me.n
aisaa lagtaa hai ki kuchh log yahaa.n aur bhii hai.n
Zeb Ghauri
Ghazal
vasf-e-kamaan-e-abruu jo kiijiye so kam hai
be-tiir bismilo.n ke tuude lagaa diye hai.n
Haidar Ali Aatish
Ghazal
diyaa navishta na us but ko dil ke tuude me.n
KHudaa ke ghar kaa bhalaa mai.n qabaala kyaa kartaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
safed dhuup ke tuude hii jan pe girte hai.n
inhii udaas gharo.n kii kathaa.e.n mai.n likhtaa huu.n
Tariq Jami
Ghazal
dariyaa-e-Gam me.n barf ke tuude kii shakl me.n
muddat se apne qad ke baraabar nahii.n huu.n mai.n
Mayank Awasthi
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Ijtiba Rizvi
Ghazal
Waliullah Muhib
Ghazal
ham KHaak ke tuude pe kha.De puuchh rahe hai.n
kyaa lutf milaa tum ko samundar ke safar me.n
Shafqat Tanveer Mirza
Ghazal
Qasim Hayat
Ghazal
varna is KHaak ke tuude kii ko.ii vaq'at thii
ham ne taa'ziim-e-badan terii badaulat kii thii
Amir Hamza Saqib
Ghazal
bas apne dil ke KHudaa se kalaam karte rahe
aur apne KHaak ke tuude ko koh-e-tuur kiyaa
Baqar Naqvi
Ghazal
samajh ga.e the na pighle to TuuT jaa.e.nge
vagarna barf ke tuude kahii.n pighalte hai.n
Shameem Sabri
Ghazal
jis kii aavaaz me.n silvaT ho nigaaho.n me.n shikan
aisii tasviir ke Tuk.De nahii.n jo.Daa karte