SEARCH RESULTS
Showing search results for "u.Duu.n"
Ghazal MATCHES FOR "u.Duu.n"
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
tum apne rang nahaa.o mai.n apnii mauj u.Duu.n
vo baat bhuul bhii jaa.o jo aanii-jaanii hu.ii
Obaidullah Aleem
Ghazal
Mumtaz Gurmani
Ghazal
Jina Quraishi
Ghazal
chaa.nd suuraj shafaq kahkashaa.n KHatm-shud
ab u.Duu.n kis taraf aasmaa.n KHatm-shud
Mehboob Rahi
Ghazal
u.Duu.n to chuum luu.n tujh ko ki ek jugnuu huu.n
tuu KHvaab hai kisii parbat ke shaamiyaane kaa
Prem Warbartani
Ghazal
jo mo'tariz kha.De hai.n mirii is u.Daan par
shikva na un se hai na shikaayat zabaan par
Hina Ambareen Tariq
Ghazal
Saqib Lakhnavi
Ghazal
par kiye hai.n jo ataa taaqat-e-parvaaz bhii de
yaa to mai.n khul ke u.Duu.n yaa mujhe be-par kar de
Zafar Ibn-e-Mateen
Ghazal
Razi Akhtar Shauq
Ghazal
Ghulam Mustafa Faraz
Ghazal
tarah tarah ke fasaane sunaane lagtii hai
u.Duu.n to merii zamii.n chhaTpaTaane lagtii hai
Ehtisham ul Haq Siddiqui
Ghazal
u.Dte hu.e gir jaa.uu.n sa.nbhal jaa.uu.n u.Duu.n phir
parvaaz kabhii TuuTe hu.e par kaa maza de
Baqar Naqvi
Ghazal
hai.n kis qadar hasiin u.Daane.n parind kii
mujh ko bhii pankh mil sake.n mai.n bhii to kuchh u.Duu.n
Shah Husain Nahri
Ghazal
mire KHayaal ko jur.at ke par 'ataa kar de
mai.n chaahtaa huu.n u.Duu.n aasmaa.n se aage bhii
Munawwar Tabish Sambhali
Ghazal
ye rashk hai ki vo hotaa hai ham-suKHan tum se
vagarna KHauf-e-bad-aamozi-e-aduu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
uThaa.ii kyuu.n na qayaamat aduu ke kuuche me.n
lihaaz aap ko vaqt-e-KHiraam kis kaa thaa