SEARCH RESULTS
Showing search results for "ubal"
Ghazal MATCHES FOR "ubal"
Ghazal
saaqii sabhii ko hai Gam-e-tishna-labii magar
mai hai usii kii naam pe jis ke ubal pa.De
Kaifi Azmi
Ghazal
Anwar Mirzapuri
Ghazal
kab tak lahuu ke habs se garmaa.egaa badan
kab tak ubaal aag se paanii me.n aa.egaa
Iqbal Sajid
Ghazal
kam-zarf pur-Guruur zaraa apnaa zarf dekh
maanind josh-e-Gam na ziyaada ubal ke chal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
uruus-e-dahr chale khaa ke Thokare.n lekin
qadam qadam pe javaanii ubal to saktii hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
raga.D sakii na mirii pyaas e.Diyaa.n varna
har ek zarre se chashma ubal bhii saktaa thaa
Shayar Jamali
Ghazal
mirii sirisht me.n vaise to KHushk dariyaa hai
agar pukaar le sahraa ubal bhii saktaa huu.n
Aziz Nabeel
Ghazal
kisii se rakhte kahaa.n dushmanii kaa rishta ham
lahuu ko sard bhii honaa thaa ik ubaal ke ba.ad
Shakeel Azmi
Ghazal
suuraj sii us kii tab.a hai sho.ala saa us kaa ra.ng
chhuu jaa.e us badan ko to paanii ubal pa.De
Shahzad Ahmad
Ghazal
zaraa yaqiin kaa chashma lagaa ke dekho to
abhii vafaa.o.n kaa itnaa akaal tho.Dii hai
meenakshi jijivisha
Ghazal
palaT ke jaanib-e-ahl-o-ayaal dekhtaa huu.n
kabhii jab apne lahuu me.n ubaal dekhtaa huu.n
Khurshid Talab
Ghazal
pyaasaa huu.n is qadar ki miraa dil jo gir pa.Daa
paanii ubal ke chaah-e-zaqan se nikal gayaa
Ameer Minai
Ghazal
taariiKH hai ki KHud ko dohraa.e jaa rahii hai
baasii ka.Dhii me.n ham ne yuu.n bhii ubaal dekhaa
Mohammad Aazam
Ghazal
chashme kii tarah 'aalam' ash.aar phuuTte hai.n
koh-e-giraa.n kii suurat me.n bhii ubal rahaa huu.n
Alam Khursheed
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
chup hai aaGaaz me.n, phir shor-e-ajal pa.Dtaa hai
aur kahii.n biich me.n imkaan kaa pal pa.Dtaa hai
Irfan Sattar
Ghazal
nikle.n to shikasto.n ke a.ndhere ubal aa.e.n
rahne do jo kirne.n mirii aa.nkho.n me.n ga.Dii hai.n
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
maKHmal sii bichhaa de.nge qadmo.n ke tale saahil
dariyaa ubal aa.e.nge sad-mauj-e-guhar le kar