SEARCH RESULTS
Showing search results for "ugalne"
Ghazal MATCHES FOR "ugalne"
Ghazal
guftuguu zahr-bharii sun le jo insaano.n kii
saa.np bhii zahr ugalne kaa iraada na kare
Aalam Nizami
Ghazal
Aabid Adeeb
Ghazal
tumhe.n to sach ko ugalne kii thii ba.Dii aadat
tumhaare mu.nh me.n abhii tak zabaan baaqii hai
Chitransh Khare
Ghazal
shafaq jo ruu-e-sahar par gulaal malne lagii
ye bastiyo.n kii fazaa kyuu.n dhu.aa.n ugalne lagii
Shakeb Jalali
Ghazal
har ek shaam kaa manzar dhu.aa.n ugalne lagaa
vo dekho duur kahii.n aasmaa.n pighalne lagaa
Ameer Imam
Ghazal
'jigar' phuul sho.ale ugalne lage hai.n
gulistaa.n ko ab chho.Dnaa chaahtaa huu.n
Jigar Jalandhari
Ghazal
ye tarz-e-talKH-navaa.ii kuchh itnii sahl nahii.n
zabaa.n pe aable pa.D jaa.e.n sach ugalne se
Muzaffar Warsi
Ghazal
udaas shaamo.n ko kyaa dekh dekh rote ho
abhii to aa.e.ngii raate.n lahuu ugalne kii
Riaz Majeed
Ghazal
ye aur baat miTaa de.n hariif tahriire.n
miraa qalam to haqiiqat ugalne vaalaa hai
Khalid Nadeem Budauni
Ghazal
lahje me.n sach kaa zuhuur ugalne kaa jurm thaa
merii Gazal ko dhuup me.n jhulsaa diyaa gayaa
Saleem Ansari
Ghazal
mai.n lauT aayaa samundar se Dar ke jab 'faizaan'
usii gha.Dii vo KHazaana ugalne vaalaa thaa
Faizan Arif
Ghazal
aadat me.n karo farq na tum apnii nigah se
kyuu.n zahr use aaj ugalne nahii.n dete
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
kab bose liye un ke jo bal khaa.e hai.n gesuu
tum gaalo.n ko kyuu.n zahr ugalne nahii.n dete
Riyaz Khairabadi
Ghazal
ho.nT par taale lagaa kar chhiin letii hai qalam
zahar-e-dil duniyaa ugalne hii nahii.n detii mujhe
Mohsin Aftab Kelapuri
Ghazal
is qadar buGz dilo.n me.n hai ki ma.aluum nahii.n
log kab kis ke liye zahr ugalne lag jaa.e.n
Ehtisham Hasan
Ghazal
uja.Dne vaalii hai sabze kii saltanat saarii
zamii.n ugalne lagii hai makaan kii KHushbuu
Fani Jodhpuri
Ghazal
Rafia Zainab
Ghazal
daastaa.n ko.ii kathaa hai na kahaanii ko.ii
kuchh ugalne kaa nahii.n jaise kha.ngaalo mujh ko
Rasheed Hasrat
Ghazal
ai havaa ab to na kar aag ugalne kaa amal
shaaKH par bas yahii ik pattaa haraa rah gayaa hai