SEARCH RESULTS
Showing search results for "ul-Giyaas"
Ghazal MATCHES FOR "ul-Giyaas"
Ghazal
kartaa huu.n tere zulm se har baar al-Giyaas
yak baar tere dil me.n nahii.n kaar al-Giyaas
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
khultii ga.ii ik ek girah nafsiyaat kii
juu.n juu.n Gazal me.n tere havaale se baat kii
Shaukat Wasti
Ghazal
an-ginat azaab hai.n ratjago.n ke darmiyaa.n
dard be-hisaab hai.n ratjago.n ke darmiyaa.n
Atiq Ur Rehman Safi
Ghazal
is girya-e-paiham kii aziyyat se bachaa de
aavaaz-e-jaras ab ke baras mujh ko ha.nsaa de
Wazir Agha
Ghazal
haqiir zarra bhii koh-e-giraa.n dikhaa.ii de
kabhii kabhii ye zamii.n aasmaa.n dikhaa.ii de
Naseem Muzaffarpuri
Ghazal
mannat-guzaar diida-e-giryaa.n na thaa kabhii
ye dil mariiz-e-jalva-e-jaanaa.n na thaa kabhii
Sarfaraz Bazmi
Ghazal
jins-e-giraa.n kaa mai.n huu.n KHariidaar dosto
aaKHir kahaa.n hai misr kaa baazaar dosto
Raza Jaunpuri
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
maziid ik baar par baar-e-giraa.n rakkhaa gayaa hai
zamii.n jo tere upar aasmaa.n rakkhaa gayaa hai
Ameer Imam
Ghazal
barshikaal-e-girya-e-aashiq hai dekhaa chaahiye
khil ga.ii maanind-e-gul sau jaa se diivaar-e-chaman
Mirza Ghalib
Ghazal
jins-e-giraa.n ko tujh se jo log chaahte hai.n
ve rog apne jii ko naahaq basaahate hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
ik hujuum-e-girya kii har nazar tamaashaa.ii
der se KHaraabo.n me.n hai asiir tanhaa.ii