SEARCH RESULTS
Showing search results for "umDii"
Ghazal MATCHES FOR "umDii"
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
Muzaffar Hanfi
Ghazal
yuu.n us kii javaanii kaa kuchh andaaza thaa jaise
mai-KHaane pe umDii hu.ii barsaat kaa aalam
Abdul Hamid Adam
Ghazal
samo ke aa.nkho.n me.n umDii ghaTaa.e.n ai 'aazaad'
vo ek dard kaa sahraa banaa gayaa mujh ko
Azad Gulati
Ghazal
ham tishna-dahan baiThe hai.n maiKHaane mai.n 'aasii'
um.Dii hu.ii barsaat ne dil to.D diyaa hai
Pandit Vidya Ratan Aasi
Ghazal
ye ziist hai 'fuzail' ki dariyaa-e-dard hai
har lamha Gam kii umDii hu.ii lahar ban gayaa
Fuzail Jafri
Ghazal
jhalak dikhaa.e kahii.n to umiid kaa suuraj
hujuum-e-yaas hai umDii hu.ii ghaTaa kii tarah
Syeda Farhat
Ghazal
dil se umDii hii thii ik mauj lahuu kii sar-e-shaam
ek bujhte hu.e manzar ne kahaa rahne de
Shamim Hanafi
Ghazal
sa.Dko.n pe karo dau.Dte pahiyo.n kaa ta.aaqub
umDii hu.ii aakaash pe saavan kii ghaTaa hai
Zubair Rizvi
Ghazal
vo saa.ns umDii ki be-hiso.n ne Gazab me.n aa kar
giraa diye habs ke kaTahre havaa na Thahre
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
vo jis ko dekhne ik bhii.D umDii thii sar-e-maqtal
usii kii diid ko ham bhii sutuun-e-daar tak aa.e
Zubair Rizvi
Ghazal
karo saamaan jhuule kaa ki ab barsaat aa.ii hai
ghaTaa umDii hai bijlii ne chamak apnii dikhaa.ii hai
Mohammad Amaan Nisar
Ghazal
Ijtiba Rizvi
Ghazal
kyaa jaaniye kis goshe se umDii hai siyaahii
kyaa kahiye ki kirno.n kii ridaa Duub chalii hai