SEARCH RESULTS
Showing search results for "umDii"
Nazm MATCHES FOR "umDii"
Nazm
teri aawaz
Dhuu.nDh le.ngii mirii tarsii hu.ii nazre.n tujh ko
naGma o sher kii umDii hu.ii barsaato.n me.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
bewa ki KHud-kushi
umDii hai kaalii ghaTaa duniyaa Dubone ke liye
yaa chalii hai baal khole raa.nD rone ke liye
Kaifi Azmi
Nazm
dast-e-tah-e-sang-amada
umDii hai har ik samt se ilzaam kii barsaat
chhaa.ii hu.ii har daa.ng malaamat kii ghaTaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
naya husn
ye lataafat, ye nazaakat, ye hayaa, ye shoKHii
sau diye julte hai.n umDii hu.ii zulmat ke KHilaaf
Kaifi Azmi
Nazm
hum
nahii.n mujhe is tarah na dekho
ki jaise nazro.n me.n ruuh tak umDii aa rahii ho
Zia Jalandhari
Nazm
barsat ki rut aai
baazaar me.n paanii hai gulzaar me.n paanii hai
umDii hu.ii nadiyaa.n hai.n cha.Dhte hu.e naale hai.n
Jafar Malihabadi
Nazm
pahla patthar
kisii aa.nchal kisii badlii kii na umDii chhaayaa
na ko.ii dast-e-sabaa thaa na kahii.n buu-e-habiib
Musavvir Sabzwari
Nazm
hikayat-e-dauran
aa.nkhe.n har dam umDii umDii
palke.n har dam bhiigii bhiigii
Owais Ahmad Dauran
Nazm
aaKHiri mulaqat
kuchh itne dhu.ndle saa.e hai.n
kuchh uj.Dii maa.nge.n shaamo.n kii
Jan Nisar Akhtar
Nazm
dosti ka hath
tumhe.n bhii zid hai ki mashq-e-sitam rahe jaarii
hame.n bhii naaz ki jaur-o-jafaa ke aadii hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
ye baat samajh mein aai nahin
ye baat samajh me.n aa.ii nahii.n
aur ammii ne samjhaa.ii nahii.n
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
mata-e-ghair
merii uj.Dii hu.ii niindo.n ke shabistaano.n me.n
tuu kisii KHvaab ke paikar kii tarah aa.ii hai