SEARCH RESULTS
Showing search results for "ummiid-e-shafaa"
Ghazal MATCHES FOR "ummiid-e-shafaa"
Ghazal
dast-e-qaatil se kuchh ummiid-e-shafaa thii lekin
nok-e-KHanjar se bhii kaa.nTaa na guluu kaa niklaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Mela Ram Wafa
Ghazal
kam na hogaa shor-e-noshaa-nosh-e-sahbaa vaa.izo
dam salaamat chaahiye ummiid-e-sahbaa-nosh kaa
Ummeed Amethvi
Ghazal
kyaa kyaa na us ko zom-e-masiihaa.ii thaa 'umiid'
ham ne dikhaa.e zaKHm to chehra utar gayaa
Ummeed Fazli
Ghazal
kaisii KHush-fahmii tumhe.n kis baat kaa Garra 'umiid'
aa ga.e hai.n aqrabaa vaqt-e-azaa.n hone lagaa
Ummeed KHwaja
Ghazal
badan kii KHaak sameTe hu.e ho kyaa logo
safar me.n lamha-e-tark-e-safar bhii aataa hai
Ummeed Fazli
Ghazal
vo KHvaab hii sahii pesh-e-nazar to ab bhii hai
bichha.Dne vaalaa shariik-e-safar to ab bhii hai
Ummeed Fazli
Ghazal
nashsha-e-dahr-o-qayaamat kaa to kyaa zikr 'umiid'
vo miraa sarv-e-sar-afraaz judaa hai sab se
Ummeed Fazli
Ghazal
sar-e-jariida-e-hastii hamaare baad 'umiid'
lahuu se kaun likhegaa ibaarate.n dil kii
Ummeed Fazli
Ghazal
jis ruup me.n jab chaahe jise Dhaal de 'ummiid'
duniyaa bhii ajab kaar-gah-e-kuuza-garii hai
Ummeed Fazli
Ghazal
Ummeed KHwaja
Ghazal
taviil soch hai aur muKHtasar lahuu meraa
garaa.n safar me.n hai zaad-e-safar lahuu meraa
Ali Abbas Ummeed
Ghazal
kare jo azm-e-safar us ko ye KHabar kar do
ki ik pa.Daav hai.n ham is taviil mele me.n
Ali Abbas Ummeed
Ghazal
bahut qariib hai.n saa.e hayaat-e-nau ke 'umiid'
bahut hii jald Dhalegii ab intizaar kii dhuup
Ali Abbas Ummeed
Ghazal
Ali Abbas Ummeed
Ghazal
ham-safar shaa.istagii thii rahguzaar-e-ziist me.n
phir bhii jis se baat kii har baat gaalii ho ga.ii
Ali Abbas Ummeed
Ghazal
zamaane me.n hone ko sab kuchh hai 'parvii.n'
hame.n kyaa umiid-e-shafaa.at nahii.n hai