SEARCH RESULTS
Showing search results for "undah-e-hijraa.n"
Ghazal MATCHES FOR "undah-e-hijraa.n"
Ghazal
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
ham qayaamat se bhii hu.e be-fikr
shab-e-hijraa.n kii jab sahar hii nahii.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ye bhii karam ki mujh ko shabaan-e-siyaah me.n
maamuur-e-dil-navaazii-e-hijraa.n kiyaa gayaa
Yusuf Zafar
Ghazal
kab giraftaar-e-KHam-e-Gam-e-hijraa.n na rahaa
kab tire dard ne aazaar kiyaa hai barso.n
Anwarul Hasan Anwar
Ghazal
kis ko saudaa tiraa a zulf-e-pareshaa.n hogaa
kaun paaband-e-balaa-e-shab-e-hijraa.n hogaa
Abdul Majeed Khwaja Shaida
Ghazal
hujuum-e-balaa-haa-e-hijraa.n na puuchh
tujhe kyaa jo kuchh ho gayaa ho gayaa
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
kor hai chashm jise da.avaa-e-biinaa.ii hai
shart-e-avval hai jahaa.n diida-e-hairaa.n honaa
Sahir Dehlavi
Ghazal
soz-e-shab-e-hijraa.n phir soz-e-shab-e-hijraa.n hai
shabnam ba-mizha uThtii yaa zulf-e-daraaz aatii
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
jaa.e.n kahaa.n ham aap kaa armaa.n liye hu.e
dard-e-firaaq-o-kaavish-e-hijraa.n liye hu.e
Amjad Najmi
Ghazal
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
kab tak mai.n rahuu.n mahv-e-sukuut-e-shab-e-hijraa.n
ai qalb-e-hazii.n naala bapaa kar ki sahar ho
Asghar Ali Tabassum
Ghazal
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
taaraaj-e-kaavish-e-Gam-e-hijraa.n hu.aa 'asad'
siina ki thaa dafiina gohar-haa-e-raaz kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Muzaffar Ahmad Muzaffar
Ghazal
sadma-haa-e-shab-e-hijraa.n se giraa jaataa huu.n
ai tamannaa-e-shab-e-vasl mujhe thaam kahii.n
Tanvir Dehlvi
Ghazal
tum apne mariiz-e-Gam-e-hijraa.n kii KHabar lo
sau.npaa hai agar dard to darmaa.n kii KHabar lo
Shuoor Bilgrami
Ghazal
tirii vafaa tirii majbuuriyaa.n bajaa lekin
ye sozish-e-Gam-e-hijraa.n ye sard tanhaa.ii
Ahmad Rahi
Ghazal
masaafat-e-shab-e-hijraa.n ke baa'd bhed khulaa
havaa dukhii hai charaaGo.n kii aabruu kar ke
Mohsin Naqvi
Ghazal
giraanii-e-shab-e-hijraa.n do-chand kyaa karte
ilaaj-e-dard tire dardmand kyaa karte