SEARCH RESULTS
Showing search results for "unka"
Ghazal MATCHES FOR "unka"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
aagahii daam-e-shuniidan jis qadar chaahe bichhaa.e
mudda.aa anqaa hai apne aalam-e-taqriir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n adam se bhii pare huu.n varna Gaafil baar-haa
merii aah-e-aatishii.n se baal-e-anqaa jal gayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
vahshat kahaa.n ki be-KHudii inshaa kare ko.ii
hastii ko lafz-e-m.ani-e-anqaa kare ko.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
mirii hastii fazaa-e-hairat aabaad-e-tamannaa hai
jise kahte hai.n naala vo usii 'aalam kaa anqaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
sub.h jab dhuup ke chashme se nahaa kar niklii
ham ne aa.iina badal teraa saraapaa dekhaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
hai vahii aa.nkh jo mushtaaq tire diid kii ho
kaan vo hai.n jo rahe.n terii KHabar ke aashiq
Ameer Minai
Ghazal
dil saaf ho to chaahiye ma.anii-parast ho
aa.iina KHaak saaf hai suurat-parast hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
dekho to ek jaa pe Thahartii nahii.n nazar
lapkaa pa.Daa hai aa.nkh ko kyaa dekh-bhaal kaa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
phuuTe vo aa.nkh jo dekhe nigah-e-bad se use
aa.iine se dil-e-aarif ke musaffaa hai vo ruKH
Haidar Ali Aatish
Ghazal
misl anqaa mujhe tum duur se sun lo varna
na.ng-e-hastii huu.n mirii jaa.e ba-juz naam nahii.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
nuur anqaa hai shab-e-hijr kii taariikii me.n
jalva-e-sub.h ke aasaar kahaa.n se laa.uu.n
Hasrat Mohani
Ghazal
baa'd az fanaa bhii husn-parastii se kaam hai
aa.ina saa.n safaa.ii hai sa.ng-e-mazaar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
ruKH par tumhaare daam jo Daalaa hai sabze ne
aataa nazar hai diida-e-anqaa-dahan mujhe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ho chukaa zikr-e-dahan vasf-e-kamar likhte hai.n ham
daam me.n sayyaad ke pha.nstaa hai anqaa ek aur
Aagha Akbarabadi
Ghazal
aavaaza hii jahaa.n me.n hamaaraa sunaa karo
anqaa ke taur ziist hai apnii ba-naam yaa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
jaan kar anqaa kamar ko yaar ke
zulf ne phaa.nsaa thaa phandaa khul gayaa