SEARCH RESULTS
Showing search results for "unvaan"
Ghazal MATCHES FOR "unvaan"
Ghazal
jab bhii do aa.nsuu nikal kar rah ga.e
dard ke unvaa.n badal kar rah ga.e
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
vo mirii chiin-e-jabii.n se Gam-e-pinhaa.n samjhaa
raaz-e-maktuub ba-be-rabti-e-unvaa.n samjhaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Gam-e-duniyaa Gam-e-hastii Gam-e-ulfat Gam-e-dil
kitne unvaan mile hai.n mire afsaane ko
Fana bulandshahri
Ghazal
teraa ye lutf kisii zaKHm kaa unvaan na ho
ye jo saahil saa nazar aataa hai tuufaan na ho
Amjad Islam Amjad
Ghazal
ab tiraa zikr bhii shaayad hii Gazal me.n aa.e
aur se aur hu.e dard ke unvaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
baato.n baato.n me.n hii unvaan badal jaate hai.n
kitnii raftaar se insaan badal jaate hai.n
Vijay Sharma
Ghazal
phir chaahtaa huu.n naama-e-dildaar kholnaa
jaa.n nazr-e-dil-farebi-e-unvaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
nazzaara-e-nigaah kaa unvaa.n badal gayaa
vo kyaa ga.e ki ra.ng-e-gulistaa.n badal gayaa
Saib Tonki
Ghazal
ye raaz kis se bataa.uu.n ye baat kis se kahuu.n
hadiis-e-shauq kaa unvaa.n hai ek harf-e-junuu.n
Bashir Farooq
Ghazal
hadiis-e-yaar ke unvaa.n nikharne lagte hai.n
to har hariim me.n gesuu sa.nvarne lagte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
anginat zaKHm ka.ii daaG zamaane ke mile
kitne unvaan hame.n ek fasaane se mile
Tufail Hoshiarpuri
Ghazal
farsh-e-maqtal ko sajaa.o chaah se armaan se
raqs karne aa.e hai.n ham ik na.e unvaan se
Wajahat Ali Sandailvi
Ghazal
pyaar jab had se ba.Dhaa saare takalluf miT ga.e
aap se phir tum hu.e phir tuu kaa unvaa.n ho ga.e
Tasleem Fazli
Ghazal
Saeed Shahidi
Ghazal
har masarrat Gam-e-diiroz kaa unvaan banii
vaqt kii god me.n lamhaat ne dam to.D diyaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
Zaheen Shah Taji
Ghazal
bas ranj kii hai daastaa.n unvaan hazaaro.n
jiine ke liye mar ga.e insaan hazaaro.n