SEARCH RESULTS
Showing search results for "unvaan"
Nazm MATCHES FOR "unvaan"
Nazm
aurat
terii hastii bhii hai ik chiiz javaanii hii nahii.n
apnii taariiKH kaa unvaan badalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
apni malka-e-suKHan se
chehre ko rang-o-nuur kaa tuufaa.n kiye hu.e
sham-o-sharaab-o-sh.er kaa unvaa.n kiye hu.e
Josh Malihabadi
Nazm
suna hai maine
har ik fasaane kaa unvaa.n badal chukaa hogaa
mire pala.ng kii chau.Daa.ii
Nida Fazli
Nazm
KHak-e-dil
dafn hai.n is me.n mohabbat ke KHazaane kitne
ek unvaan me.n muzmar hai.n fasaane kitne
Jan Nisar Akhtar
Nazm
la-yaniyat
zindagii sher kaa mauzuu.a to ho saktii hai
sher ke aur jo unvaa.n hai.n agar vo na rahe.n
Sulaiman Areeb Haidarabadi
Nazm
naya husn
mere afsaane kaa unvaan banii jaatii hai
Dhal ke saa.nche me.n haqiiqat ke kahaanii terii
Kaifi Azmi
Nazm
tumne likkha hai
mai.n hii begaana rahaa apnii haqiiqat se magar
tum ne haalaat ke unvaan ko pahchaan liyaa